Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Saturday 27 April 2013

Lo chal diye wo ham ko tasalli diye ba'ghair By Qateel Shifai

='="="="="="="='=
PO@T
Qateel Shifai
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Lo chal diye wo ham ko tasalli diye ba'ghair...!<
+
Ik chand chup gaya hy ujala kiye baghair...!<
+
Un se bichar K ham ko tamanna hy maut ki...!<
+
Aati nahin hy maut B lekin jiye ba'ghair...!<
+
hy waqt-e-ishq ab to na le imtihan-e-gam...!<
+
Ham ro rahe hain naam kisi ka liye ba'ghair...!<
+
Mange se mil saki na hamien to kabhi Kushi...!<
+
Paye hain lakh ranj tamanna kiye ba'ghair...!<
+
==>END<==
Khaki.G
12:00 Pm
Sat 27/04/13

Wednesday 24 April 2013

Duniya ki mehfilon se uktaa gaya hun ya RabB By IQBAL

PO@T
Allama Iqbal
='="="="="="="='=
._.-.Aik Arzu.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Duniya ki mehfilon se uktaa gaya hun ya Rabb...!<
+
Kya lutf anjuman ka? Jab dil hi bujh gya ho...!<
+
Shorish se bhagta hun, dil dhundta hy mera...!<
+
Aisa sakoot jis par taqdeer B fidaa ho...!<
+
Marta hun khamoshi par, yeh Aarzoo hy meri...!<
+
Daaman mein koh K, ik chotaa sa jhonpra ho...!<
+
Azaad fikr se hun, uzlat mein din guzaroon...!<
+
Dunya K gham ka dil se kanta nikal gya ho...!<
+
Lazzat sarod ki ho chiriyon ki chehchehon mein...!<
+
Chashme ki shorish mein baaja saa baj raha ho...!<
+
Gul ki kali chitak kar paighaam day ki'si ka...!<
+
Saghar zara sa goya, mujh ko jahan'numa ho...!<
'*'
Ho haath ka sarhana, sabza ka ho bachoona...!<
+
Sharmaaye jis se jalwat, khlawat mein wo ada ho...!<
+
Maanus is Qadr ho surat se meri bulbul...!<
+
Nannhay se dil mein us K khatka na kuch m'ra ho...!<
+
Saf bandhe dono'n janib butay hare Hare hon...!<
+
Nadi ka saaf pani tasveer lay raha ho...!<
+
Ho dilfareb aisa kohisaar ka nazara...!<
+
Pani B mawj ban kar uth uth K dekhta ho...!<
+
Aaghosh mein zameen ki soya huwa ho sabza...!<
+
Phir phir K jhariyon mein pani chamak raha ho...!<
+
Pani ko choo rehi ho jhuk jhuk K gul ki tehni...!<
+
Jaisay haseen koi Aa'ina dekhta ho...!<
+
Mehndi lagaye suraj jab shaam ki dulhan ko...!<
+
Surkhi liye sunehri har phool ki qabaa ho...!<
'*'
Raaton ko jalne wale reh jaain thak K jis dum...!<
+
Umeed un ki mera tuta huwa diya ho...!<
+
Bijlee chamak K un ko katiya meri dikha de...!<
+
Jab Aasmaan pe har su baadal ghara huwa ho...!<
+
Pichle pehr ki koy'al, wo subah ki muazzin...!<
+
Main us ka hum'navaa hun, wo meri hum'nava ho...!<
+
Kano pe ho na mere dair-o-haram ka ihsan...!<
+
Rozan hi jhonpri ka, mujh ko sehr'numa ho...!<
+
Phoolon ko Aaye jis dam shabnam wuzu karne...!<
+
Rona mera wuzu ho, naala meri dua ho...!<
+
Is kham'shi mein jain itne buland naalay...!<
+
Taaron K Qafilay ko meri sadaa dara ho...!<
+
Har dardmand dil ko rona mera rulaa day...!<
+
Bayhosh jo paray hain shayad inhein jagaa day...!<
+
==>END<==
Khaki.G

Ghazab hy tera naqab saqi

='="="="="="="='=
._.-._.*SAQI*._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ghazab hy tera naqab saqi...!<
+
Pila de mujko sharab saqi...!<
+
Inhi ko choone ki arzoo hy...!<
+
Ye hont hain ya gulab saqi...!<
+
Suna hy tery he hath se hy...!<
+
Isi ka peena sawab saqi...!<
+
Hashar main kehty hain tor den gay...!<
+
Ye ap apna hijaab saqi...!<
+
Bary dinon se piya nahen hy...!<
+
Na mang muj se hisab saqi...!<
+
Ye maikada hy hazar fitne...!<
+
Laa pila de Sharab Saqi...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Wed 24/04/13

Dosti nibhate nibhate kuch mohabbat C ho gai By Yasir Aftab

='="="="="="="='=
PO@T
Yasir Aftab
='="="="="="="='=
EDT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Dosti nibhate nibhate kuch mohabbat C ho gai hy...!<
*'
Us K sath rehte rehte hamain chahat C ho gai...!<
*'
Us se bat karte karte hamain Aadat C ho gai...!<
*'
Ek pal B na mile to najane bechaini C rehti hy...!<
*'
Dosti nibhate nibhate hamain mohabbat C ho gai...!<
*'
==>END<==
KHAKI.G
12/12/12

Galy Lagaa k jo sunty thy dil ki aahon BY Shamiim Jaipuri

='="="="="="="='=
Po@t
Shamiim Jaipuri
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
^.
Galy Lagaa k jo sunty thy dil ki aahon ko....!<
'.
Taras rahaa hun unhi ki hasin baahon ko....!<
'.
Qadam Qadam pe wo Aankhyn becha becha dyna....!<
'.
Zarur yaad to ho ga tumhari raahon ko....!<
'.
Duhaai hai tumhari ay rahzan duhaai hai....!<
'.
K aaj lut liyaa rahbar ne raahon ko.....!<
'.
Mily na phir tery Daaman mai daagh un k ._.Shamiim._.....!<
'.
Sharaab'e naab se dhoyaa hai jin ki Aahon ko....!<
'.
==>END<==
KHAKI.G
Mon 10/12/12

Dil dukha kr azma kr ya rula kr chorna

='="="="="="="='=
._.-._.FTRIT._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
SABIR JAAN
='="="="="="="='=
'*'
Dil dukha kr azma kr ya rula kr chorna...!<
'*'.
Ham ne seekha hi nahin apna bana kr chorna...!<
'*'.
Ta k duniya ye na samjhe ham mein doori ho gayi...!<
'*'.
Sath jab B hum ko chorna to muskura kr chorna...!<
'*'.
Hain tareeqy aur B mujh se bicharny K liye...!<
'*'.
Kya zaruri hy koi tohmat laga kr chorna...!<
'*'.
Hosh baqi reh gya to G nahi pa'un ga main...!<
'*'.
Kuch na yad aaye mujhe, itni pila kr chorna...!<
'*'.
Tail k dadly chahy apna lahu dena pary...!<
'*'.
Apni ftrat hy charagon ko jala kr chorna...!<
'*'.
==>END<==
Khaki.G
Retyp date
07/12/12

Dekh rahien ahtiyat youn na abhi sambhal K chal By MOHSIN

='="="="="="="='=
PO@T
MOHSIN NAQVI
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Dekh rahien ahtiyat youn na abhi sambhal K chal...!<
*'
Sorat-e-moj-e-tand khu simat badal badal K chal...!<
*'
Qariya jaan K us tarf roshnion ki bheer hy...!<
*'
Aaj hadud-e-zat se chaar qadam nikal K chal...!<
*'
Dasht-e-anaa mein hy tujhe teer giyon ka samna...!<
*'
Zehn se baraf chail de dhoop badan pe mal K chal...!<
*'
Moj hawa se kar kasheed aur safar ka hosla,

Raah K khar khar ko phool samjh masal K chal...!<
*'
Mosam beqaba tehr waqt-e-daea shoq hy...!<
*'
Orh le rat hijar ki dard ki le mein dhal K chal...!<
*'
Nuqta raz-e-dilnasheen kon zaman kahan zameen?...!<
*'
Tu B to bekinar ho teh se kabhi ubal K chal...!<
*'
Jag B '__'Mohsin'__' hazeen zindagion ka bhaid pa...!<
*'
Saans ki har siraat par sath sada ujal K chal...!<
*'
==>END<==
KHAKI.G
Re typ date
Thr 13/12/12

Tuesday 23 April 2013

Us dais mein lgta hy adalat nahin hoti

='="="="="="="='=
._.-._.MUSHKIL._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Us dais mein lgta hy adalat nahin hoti...!<
+
Jis dais mein insan ki hifazat nahin hoti...!<
+
Makhlooq-e-Khuda jub kisi mushkil mein phansi ho...!<
+
Sajday mein parray rehna ibadat nahin hoti...!<
+
Hum khak nasheeno'n say hi keun krtay hain nafrat?...!<
+
Kya parda nasheeno'n mein ghalazat nahin hoti?...!<
+
Sir aankhon per hum us ko bitha letay hain aksar...!<
+
Jis K kisi waday mein sadaqat nahin hoti...!<
+
Pohncha hai agrchey barra nuqsan hamesha...!<
+
Phir bhi kisi banday ki ata'at nahin hoti...!<
+
Apna Vote Soch Samaj kar dyna. . . , . . . .
==>END<==
Khaki.G
09:20 pm
Tue 23/04/13

Sunday 21 April 2013

Ki Haqq se farishton ne Iqbal ki ghammaazi By IQBAL

='="="="="="="='=
PO@T
Allama Iqbal
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ki Haqq se farishton ne Iqbal ki ghammaazi...!<
+
Gustaakh hy karta hy fitrat ki hinabandi...!<
+
khaki hy magar is K andaaz hain aflaki...!<
+
Rumi hy na shaami hy kaashi na samar'kandi...!<
+
Sikhlaayi farishton ko aadam ki tarap is ne...!<
+
Aadam ko sikhata hy Aadaab-e-Khuda'wandi...!<
+
khudi ki jalwaton mein kibriya...!<
+
khudi ki khalwaton mein mustafai...!<
+
zameen-o-Aasaman-o-arsh-o-kursi...!<
+
khudi ki zadd mein hy sari khudai...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Sat 21/04/13

Saturday 20 April 2013

Agarcha main ek chatan sa aadmi hun By Mohsin Naqvi

='="="="="="="='=
PO@T
Mohsin Naqvi
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Agarcha main ek chatan sa aadmi hun...!<
+
Magar tere bad hosle hy K jee raha hun...!<
+
Wo reza reza mere badan main utar raha hy...!<
+
Main qatra qatra ussi ki Aankhon ko pe raha hun...!<
+
Teri hatheli pe kis ne likha hy qatal mera?...!<
+
Mujhay to lagta hy main tera dost B raha hun...!<
+
Khuli hy ankhen magar badan hy tamaam pathar...!<
+
Koi batae main mar chuka hun K jee raha hun...!<
+
Kahan mile gi misaal meri sitamgari ki...!<
+
K main gulaboon K zakham kanton se see raha hun...!<
+
Na pooch mujh se K shaher waloon ka haal kia tha?...!<
+
K main to khud apne ghar main B do ghari raha hun...!<
+
Mila to betay dinoo ka sach is ki aankh main tha...!<
+
Wo Aashna jis se muddatoon ajnabi raha hun...!<
+
Bhula de mujh ko K bewafai baja hy lekin...!<
+
Ganwa na mujh ko K main teri zindagi raha hun...!<
+
Wo ajnabi ban K ab milay B to kia hy *MOHSIN*...!<
+
Ye naaz kam hy K main B is ka kabhi raha hun...!<
+
==>END<==
Khaki.G
11:00 pm
Sat 20/04/13

Friday 19 April 2013

Tu reh naward-e-shauq hy By IQBAL (Tipu Sultan Ki Wasiyat)

PO@T
Sir Dr Allama IQBAL
='="="="="="="='=
Tipu Sultan Ki Wasiyat
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Tu reh naward-e-shauq hy, manzil na kar Qabool...!<
+
Laila B hum'nasheen ho to mehmil na kar Qabool...!<
+
Ae jooye Aab barh K ho darya-e-tund-o-taiz...!<
+
Sahil tujhe atta ho to sahil na kar Qabool...!<
+
Khoya na ja sanam'kada-e-kainat mein...!<
+
Mehfil gudaz! Garmi-e-mehfil na kar Qabool...!<
+
Subah-e-azal ye mujh se kaha Jibreel A.S ne...!<
+
Jo aqal ka ghulam ho, wo dil na kar Qabool...!<
+
Batil dooyi pasand hy, Haq La-Shareek hy...!<
+
Shirkat mayana-e-haq-o-batil na kar Qabool...!<
+
Book
Zarb-e-Kaleem
==>END<==
Khaki.G
Fri 19/04/13

Jo suna tha suna diya main ne. . . By Wasif

='="="="="="="='=
PO@T
Wasif Ali Wasif
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Jo suna tha suna diya main ne...!<
+
Yani sb kuch bata diya main ne...!<
+
Jis ko dakha gaya tha sub-e-aazal...!<
+
Is ka jalwa dikha diya main ne...!<
+
Main ne har su tumhara gham paya...!<
+
Yun tera gham bula diya main ne...!<
+
Tare Aashko ki baat kaya kahiye...!<
+
Har qadam khun baha diya main ne...!<
+
Raaz-e-tasleem jab khula *wasif*...!<
+
Naqsh-e-hasti mita diya main ne...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Fri 19/04/13

Thursday 18 April 2013

Mujh ko mujh se juda kiya tu ne By Wasif Ali Wasif

='="="="="="="='=
PO@T
Wasif Ali Wasif
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Mujh ko mujh se juda kiya tu ne...!<
+
Mera ban K ye kiya kiya tu ne...!<
+
Mere ansoo B mujh se cheen liye...!<
+
Is qadar gham ata kiya tu ne...!<
+
Ab talab ki talab nahi mujh mein...!<
+
Naqsh-e-fani fana kiya tu ne...!<
+
Chand lamho mein raat khatm hoi...!<
+
Subh-e-Khindaan ye kya kia tu ne...!<
+
Teri chahat mein door ja nikla...!<
+
Ma'siwa ma'wara kiya tu ne...!<
+
Aj WASIF ne keh diya us ko...!<
+
Ba'Khuda Ba'Khuda kiya tu ne...!<
+
==>END<==
Khaki.G
05:05 pm
Thr 18/04/13

Aik wajah-e-qaraar baaqi hy By Wasif Ali Wasif

='="="="="="="='=
PO@T
Wasif Ali Wasif
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aik wajah-e-qaraar baaqi hy...!<
+
Ap ka intzaar baaqi hy...!<
+
Apni hasti pe ikhtiyar nahi...!<
+
Mout par ikhtiyar baaqi hy...!<
+
Apny daman main koi taar nahi...!<
+
Saans ka aik taar baqi hy...!<
+
Doar hi bewafa tha ap na thy...!<
+
Ap ka aitbaar baaqi hy...!<
+
Karwan kuch kar gaya wasif...!<
+
Karwan ka ghubar baaqi hy...!<
+
==>END<==
Khaki.G
03:35 pm
Thr 18/04/13

Badle howe halaat se darjata hun aksa By Wasif Ali Wasif

='="="="="="="='=
PO@T
Wasif Ali Wasif
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Badle howe halaat se darjata hun aksar...!<
+
Shariza-e-millat hun bekhar jata hun aksar...!<
+
Main aysa safina hun K sahil ki sada par...!<
+
Tufan K sene main uther jata hun Aksar...!<
+
Main mot ko pata hun kabi zar-e-kaf-e-paa...!<
+
Hasti K gumaan se B guzar jata hun aksar...!<
+
Marne ki ghari aaey to main zeest ka talib...!<
+
Jene ka taqaza ho to mar jata hun aksar...!<
+
Rehta hun akela main bhari duniya main wasif...!<
+
Le naam mera koi to dara jata hun aksar...!<
+
==>END<==
Khaki.G
04:00 pm
Thr 18/04/13

Zamana aya hy behijabi ka By IQBAL Book Bang-e-Dra

PO@T
Sir Dr Allama Iqbal
='="="="="="="='=
._.March 1907._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Zamana aya hy behijabi ka, Aam didar-e-yar ho ga...!<
+
Sakoot tha parda dar jis ka, wo raaz ab ashkar ho ga...!<
+
Guzar gya ab wo dor saqi K chup K peete the peene wale...!<
+
Bane ga sara jahan maikhana, har koi bada khwar ho ga...!<
+
Kabhi jo awar-e-junoon the, wo bastiyon mein phir Aa basain ge...!<
+
Barhna payi wohi rahe gi, magar naya khar zaar ho ga...!<
+
Suna diya gosh-e-muntazir ko hijaz ki khamshi ne akhir...!<
+
Jo ehad sehraiyon se bandha gya tha, phir ustawar ho ga...!<
+
Nikl K sehra se jis ne roma ki saltanat ko ulat diya tha...!<
+
Suna hy ye Qudsiyon se main ne, wo sher phir hoshyar ho ga...!<
+
Kiya mera tazkara jo saqi ne badah'khawaron ki anjuman mein...!<
+
To peer-e-maikhana sun K kehne laga K munh phat hy, khuwar ho ga...!<
+
'*'
Diyar-e-maghrib K rehne walo! Khuda ki basti dukan nahin hy...!<
+
Khara jise tum samajh rahe ho, wo ab zr-e-kam ayaar ho ga...!<
+
Tumhari tehzeeb apne khanjar se ap hi khudkushi kare gi...!<
+
Jo shakh-e-nazuk pe ashiyana bane ga, na paidar ho ga...!<
+
Safin-e-barg-e-gul bana le ga qafla moor-e-natawan ka...!<
+
Hazar moujon ki ho kashakash magar ye darya se paar ho ga...!<
+
Chaman mein lala dikhata phirta hy dagh apna kali kali ko...!<
+
Ye janta hy K is dikhawe se dil jalon mein shumar ho ga...!<
+
Jo aik tha Ae nigah tu ne hazar kar K humain dikhaya...!<
+
Yehi agar kaifiyat hy teri to phir kise itibaar ho ga...!<
+
Kaha jo Qumri se main ne ek din, yahan K azad pa ba gil hain...!<
+
To ghunche kehne lage, humare chaman ka ye raazdaar ho ga...!<
+
'*'
Khuda K ashiq to hain hazaron, bannu mein phirte hain mare mare...!<
+
Mein us ka banda bano ga jis ko Khuda K bandon se pyar ho ga...!<
+
Ye rasm-e-bazm-e-fana hy ae dil! Gunah hy junbish-e-nazar B...!<
+
Rahe gi kya abru humari jo tu yahan be'Qarar ho ga...!<
+
Mein zulmat-e-shab mein le K niklun ga apne darmandah karwan ko...!<
+
Sharar fishan ho gi Aah meri, nafas mera shaola bar ho ga...!<
+
Nahin hy ghair az namood kuch B jo maddaa teri zindagi ka...!<
+
Tu ek nafas mein jahan se mitna tujhe misl-e-sharaar ho ga...!<
+
Na pooch *Iqbal* ka thikana, abhi wohi kaifiyat hy us ki...!<
+
Kahin sar-e-rah guzar baitha sitam kash-e-intizar ho ga...!<
+
Book
Bang-e-Dra
==>END<==
Khaki.G
01:15 pm
Tue 18/04/13

Wednesday 17 April 2013

Ae meharban qasid (Nazam)

='="="="="="="='=
._.-._.QASID._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ae meharban qasid...!<
+
Wo kaheen mille to kehna...!<
+
K faseel-e-nafrat gira raha hun...!<
+
Guzre dinon ko bhula raha hun...!<
+
Wo apne wade se phir gaya hy...!<
+
Main apne wade nibha raha hun...!<
+
Kahin mille to use yeh kehna...!<
+
Na dil mein koi malal rakhe...!<
+
Hamesha apna khyal rakhe...!<
+
Apne sare ghum muj ko de dy...!<
+
Aur tamam khushiyan sambhal rakhe...!<
+
Kahin mile to use ye kehna...!<
+
Main tanha sawan bita chuka hun...!<
+
Main sare arman jala chuka hun...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Wed 17/04/13

Tuesday 16 April 2013

Ae door nagar K bunjare By IBN-E-INSHA

='="="="="="="='=
PO@T
IBN-E-INSHA
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ae door nagar K bunjare..!<
<
Ghar chor K aisy jana tha..!<
<
Q preet ki raah dikhlai thi?..!<
<
Q pyar ka hath brhaya tha?..!<
<
Hy dunia k hungamo main..!<
<
Rangini B, ra'anai B..!<
<
Her cheez yahan ki pyari hy..!<
<
Mehrumi B, ruswai B..!<
<
Sb log yahan per kismat K..!<
<
Be'tor thapery sehty hain..!<
<
Per jeety hain aur jeene ki..!<
<
Ik aas se chimty rehty hain..!<
<
Go jane K ay Bhai yahan..!<
<
Hum jesy lakh bechary hon..!<
<
Wo log hi rukhsat hoty hain..!<
<
Jo log sb ko pyary hon..!<
<
Is jug ki raat andheri main..!<
<
Ik tara tha jo doob gaya..!<
<
Aur wa'ada sath nibhane ka..!<
<
Sb bhool bhula kar khoob gaya..!<
<
Wo sary thikany dhoond chuky..!<
<
Wo manzil manzil chor chuky..!<
<
Ab aas lgaye bethe hain..!<
<
Kab dastak ho aur tu aye..!<
<
==>END<==
Khaki.G
11:00 am
Wed 17/04/13

Sunday 14 April 2013

Nahin minnat kash-e-taab-e-shaneedan dastan By IQBAL

PO@T
Sir Dr Allama Iqbal
='="="="="="="='=
Tasveer-e-Dard
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Nahin minnat kash-e-taab-e-shaneedan dastan meri...!<
+
Khamoshi guftugu hy, be'zubani hy zuban meri...!<
+
Ye dastoor-e-zuban bandi hy kaisa teri mehfil mein...!<
+
Yahan to baat karne ko tarasti hy zuban meri...!<
+
Uthaye kuch waraq lale ne, kuch nargis ne, kuch gul ne...!<
+
Chaman mein har taraf bikhri huwi hy dastan meri...!<
+
Urha li Qumriyon ne, tutiyon ne, andleebon ne...!<
+
Chaman walon ne mil kar loot li tarz-e-faghan meri...!<
+
Tapak ae shama ansu ban K parwane ki ankhon se...!<
+
Sarapa darun hun, hasrat bhari hy dastan meri...!<
+
Elahi! Phir maza kiya hy yahan dunya mein rehne ka...!<
+
Hayat-e-javidan meri! na marg-e-naghaan meri...!<
+
Mera rona nahi, rona hy ye sare gulistan ka...!<
+
Wo gul hun main, khazan har gul ki hy goya khazan meri...!<
+
"Dareen hasrat sra umarist afsoon-e-jaras daram...!<
+
Za-faiz-e-dil tapeedan ha kharosh-e-be'nafas daram"...!<
+
Riyadh-e-dehr mein na-ashnaye bazm-e-ishrat hon...!<
+
Khushi roti hy jis ko, main wo mehroom-e-mussarat hun...!<
+
Meri bigharti huwi taqdeer ko roti hy goyai...!<
+
Main harf-e-zair-e-lab, sharminda' gosh-e-sama'at hun...!<
+
Preshan hun main musht-e-khaak, lekin kuch nahin khulta...!<
+
Sikandar hun K Aaeena hun ya gard-e-kadurat hun...!<
+
Ye sub kuch hy magar hasti meri maqsad hy Qudrat ka...!<
+
Sarapa Noor ho jis ki haqiqat, main wo zulmat hun...!<
+
Khazeena hun, chupaya mujh ko musht-e-khak-e-sehra ne...!<
+
Kisi ko kya khabar hy main kahan hun kis ki doulat hun?...!<
+
Nazar meri nahin mamnoon-e-sair-e-arsa-e-hasti...!<
+
Main wo chotti si dunya hun K ap apni walayat hun...!<
+
Na sehba hun na saqi hun, na masti hun na pemana...!<
+
Main is mai'khana-e-hasti mein har shay ki haqiqat hun...!<
+
Mujhe raaz-e-Do'alam dil ka Aaeena dikhata hy...!<
+
Wohi kehta hun jo kuch samne Aankhon K ata hy...!<
+
Atta aesa byan mujh ko huwa rangeen byabanon mein...!<
+
K baam-e-arsh K taa'ir hain mere hum zubanon mein...!<
+
Asar ye B hy ek mere junoon-e-fitna saman ka...!<
+
Mera aena'-e-dil hy qaza K raaz danon mein...!<
+
Rulata hy tera nazara ae hinduston! Mujh ko...!<
+
K ibrat khaiz hy tera fasana sub fasanon mein...!<
+
Diya rona mujhe aesa K sub kuch de diya goya...!<
+
Likha kalk-e-azal ne mujh ko tere noha khawanon mein...!<
+
Nishan-e-barg-e-gul tak B na chorh is bagh mein gul'cheen...!<
+
Teri Qismat se razm arayan hain baghbanon mein...!<
+
Chupa kar asteen mein bijliyan rakhi hain gardoon ne...!<
+
Anadil bagh K ghafil na baithen ashiyon mein...!<
+
Sun ae ghafil sada meri, ye aesi cheez hy ais ko...!<
+
Wazifa jaan kar perhte hain taair bostanon mein...!<
+
Watan ki fikar kar nadan! Musibat Aane wali hy...!<
+
Teri barbadiyon K mashware hain asmanon mein...!<
+
Zara dekh us ko jo kuch ho raha hy, hone wala hy...!<
+
Dhara kaya hy bhala ehd-e-kuhan ki dastnon mein...!<
+
Ye khamoshi kahan tak? Lazzat-e-faryad paida kar...!<
+
Zameen par tu ho aur teri sada ho asmanon mein...!<
+
Na samjho ge to mit jao ge ae hindustan walo...!<
+
Tumhari dastan tak B na ho gi daston mein...!<
+
Ye Aaeen-e-Qudrat hy, yehi asloob-e-Fitrat hy...!<
+
Jo hy rah-e-amal mein gaamzan, mehboob-e-fitrat hy...!<
+
Hawaida Aaj apne zakhm-e-pinhan kar K chorun ga...!<
+
Lahoo ro ro K mehfil ko gulistan kar K chorun ga...!<
+
Jalana hy mujhe har shama-e-dil ko souz-e-pinhan se...!<
+
Teri tareek raton mein charaghan kar K chorun ga...!<
+
Magar ghunchon ki surat hun dil-e-dard ashna paida...!<
+
Chaman mein musht-e-khak apni preshan kar K chorun ga...!<
+
Parona aik hi tasbeeh mein in bikhare danon ko...!<
+
Jo muskhil hy, to is mushkil ko asan kar K chorun ga...!<
+
Mujhe ae hum nasheen rehne de shughal-e-seena kawi mein...!<
+
K main dagh-e-mohabbat ko numayan kar K chorun ga...!<
+
Dikha doon ga jahan ko jo meri ankhon ne dekha hy...!<
+
Tujhe B surat-e-Aaeena hairan kar K chorun ga...!<
+
Jo hy pardon mein pinhan, chashm-e-beena dekh leti hy...!<
+
Zamane ki tabiyat ka taqaza dekh leti hy...!<
+
Kiya riffat ki lazzat se na dil ko ashna tu ne...!<
+
Guzri umer pasti mein misal-e-naqsh-e-pa tu ne...!<
+
Raha dil basta-e-mehfil, magar apni nigahon ko...!<
+
Kiya bairoon-e-mehfil se na hairat ashna tu ne...!<
+
Fida karta raha dil ko hasenon ki ada'on par...!<
+
Magar dekhi na is Aaeene mein apni ada tu ne...!<
+
Taassub chorh nadan! Dehr K Aaeena khane mein...!<
+
Ye tasverain hain teri jin ko samjha hy bura tu ne...!<
+
Sarapa nala-e-baidad-e-souz-e-zindagi ho ja...!<
+
Sapand Aasa girah mein bandh rakhi hy sada tu ne...!<
+
Safa'ay dil ko kiya araish-e-rang-e-taaluq se...!<
+
Kaf-e-Aaena par baandhi hy O nadan hina tu ne...!<
+
Zameen kya, asman B teri kaj beeni pe rota hy...!<
+
Ghazab hy satar-e-Quran ko chalipa kar diya tu ne...!<
+
Zuban se gar kiya touheed ka dawa to kya hasil?...!<
+
Banya hy butt-e-pindar ko apna khuda tu ne...!<
+
Kunwain mein tu ne Yousaf ko jo dekha B to kya dekha?...!<
+
Are Ghafil! Jo mutliq tha muqayyad kar diya tu ne...!<
+
Hawas bala'ay manbar hy tujhe rangeen byani ki...!<
+
Nasihat B teri surat hy, ek afsana khawani ki...!<
+
Dikha wo husn-e-alam souz apni chashme-purnam ko...!<
+
Jo tarpata hy parwane ko, rulata hy shabnam ko...!<
+
Nira nazara hi ae bu-al-hos maqsad nahin is ka...!<
+
Banaya hy kissi ne kuch samajh kar chashme-e-adam ko...!<
+
Agar dekha B us ne sare alam ko to kya dekha...!<
+
Nazar ayi na kuch apni haqiqat jaam se jam ko...!<
+
Shajar hy firqa arayi, taassuf hy samar is ka...!<
+
Ye wo phal hy K jannat se nikalwata hy adam ko...!<
+
Na utha jazba-e-khursheed se ek barg-e-gul tak B...!<
+
Ye riffat ki tamana hy K le urti hy shabnam ko...!<
+
Phira karte nahi majrooh-e-ulfat fikar-e-darman mein...!<
+
Ye zakhami Aap kar lete hain paida apne marham ko...!<
+
Mohabbat K sharar se dil sarapa noor hota hy...!<
+
Zara se beej se paida Riyaaz-e-Toor hota hy...!<
+
Dawa har dukh ki hy majrooh-e-taegh-e-arzoo rehna...!<
+
Elaj-e-zakham hy azad-e-ehsaan-e-rafoo rehna...!<
+
Sharab-e-bekhudi se ta falak parwaz hy meri...!<
+
Shikast-e-rang se sikha hy main ne ban K boo rehna...!<
+
Thame kya dida'-e-giryan watan ki noha khawani mein...!<
+
Ibadat chashm-e-shayar ki hy har dam ba'wazoo rehna...!<
+
Banayen kya samajh kar shakh-e-gul par ashiyan apna...!<
+
Chaman mein Aah! Kya rehna jo ho be abroo rehna...!<
+
Jo tu samjhe to azadi hy poshida mohabat mein...!<
+
Ghulami hy aseer-e-imtiaz-e-mawatu rehna...!<
+
Ye astagna hy, pani mein nigun rakhta hy saghar ko...!<
+
Tujhe B chahye misl-e-habab-e-Aabju rehna...!<
+
Na reh apnon se beparwa, issi mein khair hy teri...!<
+
Agar manzoor hy dunya mein ao begana khor! Rehna...!<
+
Sharab-e-rooh parwar hy mohabbat nu-e-insan ki...!<
+
Shikaya is ne mujh ko mast bejaam-o-saboo rehna...!<
+
Mohabbat hi se payi hy shafa bimaar qoumon ne...!<
+
Kiya hy apne bakht-e-khufta ko baidar qoumon ne...!<
+
Byaban-e-mohabbat dasht-e-ghurbat B, watan B hy...!<
+
Ye wairana Qafas B, ashiyana B, chaman B hy...!<
+
Mohabbat hi wo manzil hy K manzil B hy, sehra B...!<
+
Jaras B, karwan B, rahbar B, Rahzan B hy...!<
+
Marz kehte hain sub is ko, ye hy lekin marz aesa...!<
+
Chupa jis mein ilaj-e-gardish-e-charakh-e-kuhan B hy...!<
+
Jalana dil ka hy goya sarapa noor ho jana...!<
+
Ye parwana jo souzan ho to shama-e-anjuman B hy...!<
+
Wohi ek husn hy, lekin nazar ata hy har shay mein...!<
+
Ye sheerin B hy goya, bestoon B, kohkan B hy...!<
+
Ujaarha hy tameez-e-millat-o-aaeen ne Qoumon ko...!<
+
Mere ahl-e-watan K dil mein kuch fikar-e-watan B hy?...!<
+
Sakoot Aamoz tool-e-dastan-e-dard hy warna...!<
+
Zuban B hy hamare munh mein aur taab-e-sukhan B hy...!<
+
*Nameegar deed ko the rishta'ay da'ani raha kardam...!<
+
Hikayat-e-bood be payan, bakhamoshi ada kardam*...!<
+
==>END<==
Khaki.G

Saturday 13 April 2013

Jo tha nahin hy,jo hy na ho ga, By IQBAL

PO@T
Sir Dr Allama Iqbal ='="="="="="="='=
._.-._.ZAMANA._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Jo tha nahin hy,jo hy na ho ga, yehi hy ek harf-e-mehrmana...!<
+
Qareeb tar hy namood jis ki ussi ka mushtaq hy zamana...!<
+
Meri soorahi se qatra qatra naye hawadis tapak rahe hain...!<
+
Main apni tasbeeh-e-roz-o-shab ka shumar karta hun dana dana...!<
+
Har aik se ashna hun, lekin juda juda rasme-o-rah meri...!<
+
Kisi ka raakab, kisi ka markab, kisi ko ibrat ka taziyana...!<
+
Na tha agar tu shareek-e-mehfil, qasoor mera hy yan K tera?...!<
+
Mera tareeka nahin K rakh lun kisi ki khatar maiay shabana...!<
+
Mere kham-o-paich ko najoomi ki ankh pehchanti nahin hy...!<
+
Hadaf se baigana teer us ka, nazar nahin jis ki arfana...!<
+
Shafaq nahin maghrabi ufaq par, ye jooye khoon hy, ye jooye khoon hy...!<
+
Tulu-e-farda ka muntazir reh K dosh-o-amroz hy fasana...!<
+
'*'
Wo fikar-e-ghustakh ji ne uryaan kiya hy fitrat ki taqaton ko...!<
+
Ussi ki betab bijliyon se khatr mein hy us ka ashiyana...!<
+
Hawaen un ki, fazaen un ki, sumundar un K, jahaz un K...!<
+
Girah bhanwar ki khule to Q'kar, bhanwar hy taqeer ka bahana...!<
+
Jahan-e-nau ho raha hy paida, wo alam-e-peer mar raha hy...!<
+
Jise farangi muqamiron ne bana diya hy qimar khana...!<
+
Hawa hy go tund-o-taiz lekin charagh apna jala raha hy...!<
+
Wo mard-e-Darvesh jis ko haq ne diye hain andaz-e-khusarwana...!<
+
Book Bal-e-Jibril...!<
+
==>END<==
Khaki.G
10:55 am
14/04/13

Friday 12 April 2013

Hussain Ahmed By Dr IQBAL

='="="="="="="='=
+Hussain Ahmad+
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ajam hanooz nadand rumooz-e-deen, warna...!<
+
Za deoband "Husain Ahmad" aen che bu-ul-ajabi ast...!<
+
(Aalama Iqbal farmaty hain k mujhe aysa malum hota hy k ajme log abhi tak deen islam se aagah nahi howe warna ye kasy mumkin tha k "Deoband" K "Hassan Ahmad" musalmanon ko esi talkeen karty jo sara'sar islam ki ru k khalaf hy)...!<
+
=>Saroad bar sar-e-minbar K millat az watan ast...!<
+
Che bekhabar za-maqam-e-Muhammad (S.A.W.) Arabi ast...!<
+
(Yani jo shaks musalam ho kar yeh kehta hy k mellat-e-islameya ki buneyad watan hy, ya musalman ghar'musalmoo K sath mil kar mutahed'da qomeyat bana sakty hain. Ya kuffar aur muslam dono mil kar ek qom ban sakty hain wo "Sarkar-E- Do-Aalam S.A.W.W" ki talemat se bila-shuba be khabar hain)...!<
+
'*'
Ba Mustafa (S.A.W) barsaan khowesh ra K deen hama ost...!<
+
Agar bah o ner sayyadi, tamam bu-lahabi ast...!<
+
Ae musalman! Tu wataniyat ka jadeed nazriya ikhtiayar mat kar jis ki ro se qomeyat ki bunyad watan hy, bal'ka "Sarkar-E-Do-Aalam S.A.W.W" ki taleem ye hy k Musalmano ki qomiyat ki bunyad watan ni hy balky "KALMA-E-TOHEED" hy, yani sari duni k Musalma "Millat-E-WAHID" hain. Aur is liye wo kisi tor Muslam Qom k sath mil kar Mutahidda qomeyat ni bansakty...!<
+
Nazm ka pasy manzar.
+
Molana "Hassain Ahmad" madni ne 9 jan 1938 ko dili main ek takreer ki thi, jis main unhon ne Musalmano se ye kaha tha k majuda zamana main qomain Watan se banti hain is liye Musalmano k liye lazam hy k musalmano ki qomeyat ki bunyad "DEEN ISLAM" ni hy balka Watan hy,
>
+
jab Molana ki ye takreer "Hazrat Aalama Iqbal" ki nazar se guzri to inhain bhot malal howa k Molana ne AALAM-E-DEEN ho kar ye KHILAF-E-DEEN ki yeh taleem kis tarha Musalmano k samne pesh kr rahy hain aur kis tarha insan ko Qubool karne ka mashwara diya? Kuyun k Quran Hadees aur Fiqa 3 ki roo se Musalmano ki Qommeyat ki bunyad "KALMA-TAYYIBAH" hy na k watan.
Nazam ka lehja qadray drst hy lekin is ki waja ye hy k Molana k is irshad se Iqbal ko bhot shadeed ROOHANI kofat aur ZEHNI aziyat pohnchi thi.
==>END<==
Khaki.G
11:00 am
Fri 12/04/13
THANKX FOR
ILAYAS DIWANs

Tuesday 9 April 2013

Aandhi chali tu dhoop ki sansain ulat gain By Mohsin Naqvi

='="="="="="="='=
PO@T
Mohsin Naqvi
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aandhi chali tu dhoop ki sansain ulat gain...!<
+
Urian shajar K jism se shakahin lipat gayen...!<
+
Daikha jo chandni main griban-e-shab ka rang...!<
+
Kirnain phir assman ki janab palt gayen...!<
+
Main yaad kar raha tha muqadakay hadsay...!<
+
Mairi hathalion pe likerian simat gayen...!<
+
Mitti K moajaz'y rahy marhon-e-karwan...!<
+
Pani ki khawshin thi lehron main bat gayen...!<
+
Aasanion ki baat na kar ay hareef-e-zeesat...!<
+
Un mushkilon ko daikh jo rasty se hatt gayen...!<
+
==>END<==
Khaki.G
12:40 am
Wed 10/04/13

Aa K meri jaan mein qaraar nahin hy By Ghalib

='="="="="="="='=
PO@T
Mirza Asadullah
Khan Ghalib
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aa K meri jaan mein qaraar nahin hy...!<
+
Taqat-e-bedaad-e-intezar nahin hy...!<
+
Dete hain jannat hayaat-e-dahar K badle...!<
+
Nasha ba'andaza-e-khumaar nahin hy...!<
+
Giriya nikale hy teri bazm se mujh ko...!<
+
Haaye! k rone pe ikhtiyaar nahin hy...!<
+
Hum se abas hy gumaan-e-ranjish-e-khaatir...!<
+
khak mein ushaq ki gubaar nahin hy...!<
+
Dil se uthaa lutf-e-jalwa haaye ma'ani...!<
+
Gair-e-gul aa'inaa-e-bahaar nahin hy...!<
+
Qatl ka mere kiya hy ahad to bare...!<
+
vaaye! agar ahad ustavaar nahin hy...!<
+
Tu ne qasam mai'kashi ki khai hy *Ghalib*...!<
+
Teri qasam ka kuch aitbaar nahin hy...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Wed 10/04/13

Monday 8 April 2013

La kar barhmanon ko siyasat K paich mein BY IQBAL

='="="="="="="='=
PO@T SIR DR
Allama IQBAL
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
(Iblees Ka Farman Apne Siasi Farzandon Ke Naam)
'*'
La kar barhmanon ko siyasat K paich mein...!<
+
Zunnariyon ko dair-e-kuhan se nikal do...!<
+
Wo faqa'kash K mout se darta nahin zara...!<
+
Rooh-e-Muhammad (S.A.W.) is K badan se nikal do...!<
+
Fikr-e-arab ko de K farangi takhiyyulat...!<
+
Islam ko hijaz-o-yaman se nikal do...!<
+
Afghaniyon ki ghairat-e-deen ka hy ye ilaj...!<
+
Mullah ko un K Koh-o-daman se nikal do...!<
+
Ahl-e-Haram se un ki rawayat cheen lo...!<
+
Aahu ko murgh-zaar-e-khutan se nikal do...!<
+
*Iqbal* K nafs se hy lale ki Aag taiz...!<
+
Aese ghazal sara ko chaman se nikal do...!<
+
==>END<==
Khaki.G
02:00 am
Tue 09/04/13

Friday 5 April 2013

Ae meri jaan-e-ghazaL Q teri chahat na karun

='="="="="="="='=
Mehfil-e-Yaaran
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ae meri jaan-e-ghazaL Q teri chahat na krun?...!<
+
Sans ruk jaye agar, tujh se mohabt na krun...!<
+
Tere honto pe tabasum ka, ye halka sa khumar...!<
+
Jese gulshan main dabe paon chali aaye bahaar...!<
+
Ab jo kante B chubhen tu main shikayt na krun...!<
+
Saans ruk jaye agar, tujh se mohabat na kron...!<
+
Aa gai hy tere dar pe meri trsi hui aas...!<
+
Mere honto ko mile agar tere honto ki mithas...!<
+
Zindagi bhr main kabhi shikwa-e-Qismat na krun...!<
+
Saans ruk jaye agr, tujh se mohabt na kron...!<
+
==>END<==
Khaki.G
09:05 Pm
Fri 05/04/13

Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur samja tha

='="="="="="="='=
._.-.TIJARAT.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur samja tha...!<
+
Use hasne ki adat thi ye dil kuch aur samja tha...!<
+
Mujay us na kaha ao nai dunya basatay hain...!<
+
Use soji sharat thi ye dil kch aur samja tha...!<
+
Hamisha us ki ankho main dhanak se rang hotay thay ...!<
+
Ye us ki aam halat thi ye dil kuch aur samja tha...!<
+
Wo merey pas dair tak baite ghazlay meri sunti...!<
+
Use khud se muhabat thi ye dil kuch aur samja tha...!<
+
Mery khandy pe sar rak kar khi par ko gai thi wo...!<
+
Ye ek waqti inayat thi ye dil kuch aur samja tha...!<
+
Mujhy wo dek kar aksar nigahy pher laiti thi...!<
+
Dar'parda haqarat thi ye dil kuch aur samja tha...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Fri 05/04/13

Wednesday 3 April 2013

Aye charagar-e-shoq koi eisi dawa de

='="="="="="="='=
._.-._.CHAHAT._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aye charagar-e-shoq koi eisi dawa de...!<
+
Jo dil se har ik shakhs ki chahat ko bhula de...!<
+
Bas dekh liya duniya k rishton ka tamasha...!<
+
Makhlooq se umeed K sab deep bujha de...!<
+
Pakeeza tamanayen B lati hain udaasi...!<
+
Har zauq-e talab shoq-e-tamana hi mitta de...!<
+
Ik main hun faqat tu ho or Aalam-e-Hoo ho...!<
+
Ae Hussn-e-Azal saare hijabaat utha de...!<
+
Hy rooh ko har lamha tere wasal ki umeed...!<
+
Aa Jay Zeest ki shab ko kabhi subha bana de...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Thr 04/04/13

Ik muamma hy samajhane ka na samajhane ka By Fani Badayuni

='="="="="="="='=
PO@T
Fani Badayuni
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ik muamma hy samajhane ka na samajhane ka...!<
+
zindagi kahe ko hy khwab hy diwane ka...!<
+
Zindagi B to pasheman hy yahan la K mujhe...!<
+
Dhundti hy koi hila mere mar jane ka...!<
+
Haddiyan hain kai lipati hui zanjiron mein...!<
+
Liye jate hain janaza tere divane ka...!<
+
Tum ne dekha hy kabhi ghar ko badalate hue rang...!<
+
Aao dekho na tamasha mere gum'khane ka...!<
+
Ab ise dar pe leja ke sula de saqi...!<
+
Yun behakana nahi acha tere divane ka...!<
+
Hum ne chani hain bahot dair-o-haram ke galiyan...!<
+
Kaheen paya na thikana tere diwane ka...!<
+
Har nafas umr-e-guzashta ki hy mayyat *fani*...!<
+
Zindagi naam hy mar mar K jiye jane ka...!<
+
==>END<==
Khaki.G
03/04/13

Ae chand yahan na nikla kar By Habib Jalib

='="="="="="="='=
PO@T
Habib Jalib
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
(Habib Jalib ne lakhi to kai saal phale hy... Kash pakistani Qom ko is bar samaj aa jaye. Aur vote daty waqt soch samaj kar vote dain)
'*'
Ae chand yahan na nikla kar...!<
+
Be'naam se sapne dekha kar...!<
+
Yahan ulti ganga behti hy...!<
+
Is des main andhay hakim hain...!<
+
Na dartay hain, na naadim hain...!<
+
Na logon K wo khaadim hain...!<
+
Hy yahan pe karobar bohat...!<
+
Is des main gurday biktay hain...!<
+
Kuch log hain aali shaan bohat...!<
+
Aur kuch ka maqsad roti hy...!<
+
Wo kehte hain sab acha hy...!<
+
Maghrib ka raaj hi sacha hy...!<
+
Ye des hain andhay logo ka...!<
+
Ae chaand yahan na nikla kar...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Thr 04/04/13

Maqrooz K bigray huway halaat ki manind BY MOHSIN

='="="="="="="='=
PO@T
MOHSIN NAQVI
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Maqrooz K bigray huway halaat ki manind...!<
+
Majboor K honton pe sawalaat ki manind...!<
+
Dil ka teri chahat main ajab haal huwa hy...!<
+
Selaab se barbaad makanaat ki manind...!<
+
Main un main bhatakte huway jugnu ki tarha hun...!<
+
Us shakhs ki Aankhen hain kisi raat ki manind...!<
+
Dil roz sajata hun main dulhan ki tarha se...!<
+
Ghum roz chale aate hain baraat ki manind...!<
+
Ab ye B nahi yaad K kiya naam tha us ka...!<
+
Jis shakhs ko manga tha manajaat ki maanind...!<
+
Kis darja muqadas hy tere qurb ki khahish...!<
+
masoom se bachay K khyalaat kimanind...!<
+
Us shakhs se milna *Mohsin* mera mumkin hi nahi hy...!<
+
Main pyaas ka sehra hun wo barsaat ki manind...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Thr 04/04/13

Tuesday 2 April 2013

Ae ajal ae jaan_e_fani tu ne By Fani Badayuni

='="="="="="="='=
PO@T Shaukat
Ali Khan
Fani Badayuni
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ae ajal ae jaan_e_fani tu ne ye kya kar diya?...!<
+
Maar dala marne wale ko K acha kar diya?...!<
+
Jab tera zikar aa gya ham daff'atn chup ho gaye...!<
+
Wo chupaya raaz-e-dil hum ne K afsha kar diya...!<
+
Kis qadar bezaar tha dil muj se zabt-e-shauq par...!<
+
Jab kaha dil ka kiya zaalim ne ruswa kar diya...!<
+
Yun churaeen us ne Aankheen sadgi to deakhiye...!<
+
Bazm main goya meri janib ishara kar diya...!<
+
Dard'mndaan-e-azal par ishq ka ihsaan nahi...!<
+
Dard yaan dil se gya kab tha k paida kar diya...!<
+
Dil ko pehlu se nikal jane ki phir ratt lag gai...!<
+
Phir kisi ne Aankhon Aankhon main taqaza kar diya...!<
+
Ranj paya ,dil diya ,sach hy ,magr ye to kaho...!<
+
Kiya kisi ne de k paya ,kis ne kiya paa kar diya?...!<
+
Bach rha tha ek Aanso daaro'geer zabt se...!<
+
Jo'shash-e-gham ne phir is qtre ko darya kar diya...!<
+
*Fani* mahjoor tha Aaj aarzoo mand-e-ajall...!<
+
Aap ne aa kar pashemaan-e-tamana kar diya...!<
+
==>END<==
Khaki.G
08:35 am
Wed 03/04/13

Ae! Rasm-o-rah-e-shehar K mohtat zard rung

='="="="="="="='=
._.-._.MAZEE._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ae! Rasm-o-rah-e-shehar K mohtat zard rung..!<
+
Thokar B kha K Aaya na jeene ka hum ko dhang..!<
+
Aati nahi hy satah-e-yakin par wafa ki lehar..!<
+
Rehti hy subha sham, mizajon me sard jung..!<
+
Har subha dukh se choor mila zakhm zakhm jism..!<
+
Har shab thirak thirak gaya, aahat pay ung ung..!<
+
Na'ashna-e-lazat-e-lehja the sub hi log..!<
+
Kya kya bisat-e-lab pe, bikhri na qaus-e-rung..!<
+
Meri wajha se tu B hua, shehar me kharab..!<
+
Tere sbab hy mujh pe B har rahguzar tang..!<
+
Kuch to bta! Ae khwahish-e-izza pasand dil..!<
+
Kab tak rahe taqub-e-hasil me, har umang..!<
+
Sochun to koi hal-e-masayal na mil saka..!<
+
Hy zehan ki tehon me, hadison se itna zung..!<
+
Kis ne kaha tha, khail rachao khala me tum..!<
+
Q hath mal rahe ho! agar katt gai patang..!<
+
==>END<==
Khaki.G
Wed 03/04/13