Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Wednesday 19 June 2013

Suno jana Tumhe mujh ko satana hy (Nazam)

='="="="="="="='=
._.-._.KHILONA._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Suno jana...!<
+
Tumhe mujh ko satana hy?...!<
+
Chalo jee bhar K tang kar lo...!<
+
K ye bachnn ki Aadat hy...!<
+
Khilone hath main hon to...!<
+
Zara B damm nahi laitey...!<
+
Magar thehroo...!<
+
Kabhi aisa B hota hy...!<
+
Ese B zehen main rakhna...!<
+
Zara see be'dhayani main...!<
+
Zara see be'khayaali main...!<
+
Inhain ziyada satao to...!<
+
Ye aksar rooth jaatey haim...!<
+
Khilone toot jatey hain...!<
+
Khilone toot jatey hain...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Wed 19.06.13

Tuesday 18 June 2013

Wo Moj-e-tabassum sha'gufta sha'gufta

='="="="="="="='=
._.-._.HUSAN._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Wo Moj-e-tabassum sha'gufta sha'gufta...!<
+
Wo bhola sa chehra kitaabi kitaabi...!<
+
Wo sumbal se gesu Sunehre sunehre...!<
+
Wo makhmoor Ankhein gulaabi gulabi...!<
+
Kabhi khush mizaaji kabhi be'niazi...!<
+
Kabhi hoshiari kabhi Neem khwaabi...!<
+
Qadam behke behke Nazar khoi khoi...!<
+
Wo makhmoor lehja Sharabi sharabi...!<
+
Idher chund ansoo sawali sawali...!<
+
Udher kuch tabassum jawabi jawabi...!<
+
Na honton pe surkhi, na Ankhon main kajal...!<
+
Na hathon main kangan na peron mein payal...!<
+
Magar husn-e-saada misali misali...!<
+
==>END<==
Khaki.G
Re typ date
Tues18-06-13

Wednesday 12 June 2013

Agar main bata doon main kya chahti hoon.

='="="="="="="='=
._.-._.*DAAR*._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Agar main bata doon main kya chahti hoon...!<
+
Nazron se apni gira to na do gay?...!<
+
Jo main chahati hoon wo tum B na chaho...!<
+
Mujhay koi kari si saza to na do gay?...!<
+
Main muhabbaton main jabar ki Qail nai hoon...!<
+
Dil laga kar mujh ko bhula to na do gay?...!<
+
Jo main bata doon mere man main kya hy?...!<
+
Tum jahan main tamasha bana to na do gay?...!<
+
Darti hoon tum se main raz-e-dil sunate...!<
+
Tum hansi men baat ura to na do gay?...!<
+
Agar main bata doon main kya chahti hoon?...!<
+
Wafaon K badlay Jufa to na do gay?...!<
+
Aur mujh se daman chhura to na lo gay...!<
+
Agar main bata doon main kya chahti hoon!...!<
+
Agar main bata doon main kya chahti hoon...!<
+
==>END<==
Khaki.G
ReTYP Date
12-06-13