Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Friday 25 December 2015

Sooz-e-gham day K mujhe is ne yeh irshad kya

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
PO@T
Josh Malih Abadi

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
TEXT BY
IMRAN KHAKI

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥
Sooz-e-gham day K mujhe is ne yeh irshad kya...!<
+
Ja tujy kashmakash deher se azad kya...!<
+
Wo karen bhi to kin alfaaz mein tera shikwah...!<
+
Jin ko teri nagh-e-lutaf ne barbaad kya...!<
+
Dil ki choton ne kabhi chain se rehne na diya...!<
+
Jab chali sard howa, mein ne tujy yaad kya...!<
+
Aye mein so jaan se is tarz-e-takalum K Nisar...!<
+
Phir to frmayie, kya aap ne irshad kya...!<
+
Is ka rona nahi kyun tum ney kya dil barbaad...!<
+
Is ka gham hai K bohat der mein barbaad kya...!<
+
Itna manoos hon fitrat se, kalie jab chuttki...!<
+
Jhuk K mein ne yeh kaha, mujh se kuch irshad kya?...!<
+
Mujh ko to hosh nahi tum ko khabar ho shayad...!<
+
Log kehte hain K tum ne mujhe barbaad kya...!<
+
Khaki.G

Monday 14 December 2015

Abar K charon taraf baar laga di jaye ( Shahzad Qais)

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
PO@T
Shahzad Qais
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
TEXY BY
IMRAN KHAKI
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥
Abar K charon taraf baar laga di jaye...!<

Muft barish mein nahanay pay saza di jaye...!<
♥♥
Saans lainay ka bhi tawwan kya jaye wusool...!<

Sabsadi dhoop pay kuch aur ghata di jaye...!<
♥♥
Rooh gir hai to ussay baicha, khareeda jaye...!<

Warna godaam se yeh jins hata di jaye...!<
♥♥
Qehqeha jo bhi lagaye ussay bill bhejen gay...!<

Payar se dekhnay pay parchi thama di jaye...!<
♥♥
Tajziya kar K batao K munafa kya ho ga...!<

Bonda Bandi ki Agar boli charha di jaye...!<
♥♥
Aaina dekhnay pay Dugna kiraya ho ga...!<

Baat yeh pehlay, musafir ko bta di jaye...!<
♥♥
Titliyon ka jo taqub kere, chalaan bharay...!<

Zulff mein phool sajaaney pay saza di jaye...!<
♥♥
Yeh Agar pesha hai to is mein riayat kyun ho?...!<

Bheek lainay pay bhi ab changi laga di jaye...!<
♥♥
Kon insan hai khaton se yeh maloom karo...!<

be laganon ki to bastii hi jala di jaye...!<
♥♥
Hakam-e-waqt se qazzaqon ny seekha ho ga...!<

Baaj na milta ho to goli chala di jaye...!<
♥♥
Kachi matti ki mehak muft talab karta hai...!<

Qais ko dasht ki tasweer dِkha di jaye...!<

Khaki.G

Sunday 6 December 2015

Khabar tahayur ishq sun, na junoo raha, na pari rahi ( Siraj Aurang Abadi Dikhne)

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
PO@T
Siraj Aurang Abadi Dikhne

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
TEXT BY
IMRAN KHAKI

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥
Khabar tahayur ishq sun, na junoo raha, na pari rahi...!<

Na to too raha, na to mein raha, jo rahi so be khaberi rahi...!<
♥♥
Sheh be'khudi ne ataa kya, mujhe ab libaas barhanghi...!<

Na khirad ki bakhia giri rahi, na junoo ki parda darri rahi...!<
♥♥
Chali simt ghaib se ik howa K chaman zahuur ka jal gaya...!<

Magar aik shakh-e nihaal gham jisay dil kahin so hari rahi...!<
♥♥
Nzr-e-taghaful yaar ka gilah kis zuba se karoon bayan...!<

K sharaab hasrat-o-arzoo, kham dil mein thi so bhari rahi...!<
♥♥
Wo ajab gharri thi K jis gharri liya dars nuskha ishq ka...!<

K kitaab aqal ki taaq par jo dhari thi so wo dhari rahi...!<
♥♥
Tare josh-e-herat-o-husn ka assar is qader hai yahan howa...!<

K na aaine mein jela rahi, na pari mein jalva giri rahi...!<
♥♥
Kaya khaak aatish ishq ne dil-e-be'nwaye Siraj ko...!<

Na khatar raha, na hazaar raha, jo rahi so be khatari rahi...!<
♥♥
Khaki.G

BAS EK MAAFI HAMARI TUBA JO AB KHABI HUM SAATIAN TUM KO

BAS EK MAAFI HAMARI TUBA JO AB KHABI HUM SAATIAN TUM KO

LO HAATH JHORAY, LO KAAN PAKRAY, AB OR KASIY MANIAN TUM KO
♥♥
TUMARY AATAY HI SHAHAR BR SE MUJHY ADAWAT SI HO GAYI HAI

MAIN YE SARARAT BI KASIY SAH LON? KE CHO RAHI HAIN HAWAIN TUM KO
♥♥
TUM AAINA HO OR SANG BARI YAHAN KE LOGON KA MASHGALA HAI

HAR EK PHATAR SE DHAAL BAN KAR BHALA KAB TAK BACHAIN TUM KO
♥♥
JO SUCH KAHAIN TO TUMAIN TO GHUSAY NE OR DILKASH BANA DIYA HAI

HAMARY MAAN MAIN TO SOJTI HAI KE OR GHUSA DILAIAN TUM KO
♥♥
TO KIYA TUM AB TAK HAMARI NAZROON KE TAKAZOON SE BY KHABAR HO?

HAMAIN MUHABAT HAI TUM SE SACHI AB OR KASIY BATAIAN TUM KO
♥♥
TUMAIN BATAIAN! BICRAY LAMHON LABOON KI LARZISH KA KIYA SABAB THA?

SOONA HAI WAQT QABOLIYAT KA HAI SO DAY RAHAY HAIN DUAIAN TUM KO
♥♥
Khaki.G

Saturday 5 December 2015

Abar K charon taraf baar laga di jaye ( Shahzad Qais)

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
PO@T
Shahzad Qais
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
TEXY BY
IMRAN KHAKI
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥
Abar K charon taraf baar laga di jaye...!<

Muft barish mein nahanay pay saza di jaye...!<
♥♥
Saans lainay ka bhi tawwan kya jaye wusool...!<

Sabsadi dhoop pay kuch aur ghata di jaye...!<
♥♥
Rooh gir hai to ussay baicha, khareeda jaye...!<

Warna godaam se yeh jins hata di jaye...!<
♥♥
Qehqeha jo bhi lagaye ussay bill bhejen gay...!<

Payar se dekhnay pay parchi thama di jaye...!<
♥♥
Tajziya kar K batao K munafa kya ho ga...!<

Bonda Bandi ki Agar boli charha di jaye...!<
♥♥
Aaina dekhnay pay Dugna kiraya ho ga...!<

Baat yeh pehlay, musafir ko bta di jaye...!<
♥♥
Titliyon ka jo taqub kere, chalaan bharay...!<

Zulff mein phool sajaaney pay saza di jaye...!<
♥♥
Yeh Agar pesha hai to is mein riayat kyun ho?...!<

Bheek lainay pay bhi ab changi laga di jaye...!<
♥♥
Kon insan hai khaton se yeh maloom karo...!<

be laganon ki to bastii hi jala di jaye...!<
♥♥
Hakam-e-waqt se qazzaqon ny seekha ho ga...!<

Baaj na milta ho to goli chala di jaye...!<
♥♥
Kachi matti ki mehak muft talab karta hai...!<

Qais ko dasht ki tasweer dِkha di jaye...!<

Khaki.G

Kab mera nashiman ehley chaman Gulshan mein gawara karte hain (Qamar jallave)

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
PO@T
Qamar Jallave
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
TEXT BY
IMRAN KHAKI
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥
Kab mera nashiman ehley chaman Gulshan mein gawara karte hain...!<

Ghunche apni awazon mein bijli ko puraka karte hain...!<
♥♥
Ab nazaa ka aalam hai mujh par tum apni mohabbat wapas loo...!<

Jab kashti doobnay lagti hai to boojh utaara karte hain...!<
♥♥
Jati hui maiyat dekh K bhi Allah tum uth kar aa na sakay...!<

Do chaar qadam to dushman bhi takleef gawara karte hain...!<
♥♥
Bey wajah na jaanay Q zid hai un ko shab_e_ furqat walon se...!<

Wo raat barha dainay K liye gaisu ko sanvara karte hain...!<

Poncho na arq rukhsaro se ranginiyeh husn ko bherne do...!<

suntay hain K shabnam K qatray phoolon ko nkhara karte hain...!<
♥♥
Kuch husn-o-ishq mein farq nahi, hai bhi to faqat ruswai ka...!<

Tum ho K gawara kar na sakay, hum hain ke gawara karte hain...!<​
♥♥
Taron ki baharon mein bhi Qamar tum afsurdah se rehtay ho...!<

Phoolon ko to dekho kaanton mein hans hans ke guzara karte hain...!<
♥♥♥
Khaki.G

Jal B chkuey parwanay ( Shahzad Ahmed shahzad)

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
PO@T
Shahzad Ahmed shahzad

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
TEXT BY
IMRAN KHAKI

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥
Jal B chkuey parwanay, ho B choki Ruswai...!<

Ab khaak uranay ko baithy hain tamashaayi...!<
♥♥
Taron ki ZIA dil mein ik aag lagati hy...!<

Aaraam se raton ko sotay nahi sodaai...!<
♥♥
Raton ki udasi mein khamosh hai dil mera...!<

be'hiss hain Taman'naye neend aayi K moot aayi...!<
♥♥
Ab dil ko kisi karwat aaraam nahi hasal...!<

Ik umer ka rona hy do din ki shana'saai...!<
♥♥
Ik shaam wo aaye thay, ik raat farozan thi...!<

Wo shaam nahi looti, wo raat nahi aayi...!<
♥♥
Ab wushat-e-aalam B tum hai mari wehshat ko...!<

Kaya mujh ko daray gi iss dasht ki pahnai...!<
♥♥
Jee mein hai K us dar se, ab hum nahi utheen gay...!<

Jis dar pay na jane ki so baar qisam khayi...!<
♥♥
KHAKI♥G