Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Thursday 1 September 2016

Miyaan mein sher hoon sheron ki gurrahat nahin jaati (Munawwar Rana )

::::::::::::::::::::::
PO@t
Munawwar Rana
:::::::::::::::::::::::
TEXT BY
IMRAN KHAKI
:::::::::::::::::::::::
Miyaan mein sher hoon sheron ki gurrahat nahin jaati…!<
+
Mein lehjaa narm bhi kar loon to jhunjhlahat nahin jaati…!<
+
Mein ek din be khyali mein kahain sach bool behtaa tha…!<
+
Mein koshish kar chukaa hoon munh ki karwahat nahin jaati…!<
+
Jahan mein hoon wahan aawaz denaa jurm tehraa hai…!<
+
Jahan wo hain wahan tak paon ki aahat nahin jaati…!<
+
Mohabbat ka yeh jazba jab khudaa ki den hai bhai…!<
+
Tu mere raaste se Q yeh duniyaa hat nahin jaati…!<
+
Wo mujh se be,takkaluf ho ke miltaa hai magar “RANAA” …!<
+
Na jane Q mere cehare se ghabraahat nahin jaati…!<
+
KHAKI.G