EID KA GHAM EID K SANG
***IMRAN KHAKI**
Ab K Soch Rakha Hai Yun EID Manaon Ga
Dard Se Dil Tanhaiyun Se Ghar Sajaon Ga
Log Hain Muntazir Chaand K, Mujhe Intizaar Tumhara Hai
Logon Ki EID Chaand Se Main Tumein Dekh Kar EID Manaon Ga
Log Mil Kar Galay Muskuratay Hain
Main Bahon Mein kho Kar Teri Phir se Ashq Bahaon Ga
Ab To Aa Jao K Main Bhi EID Manna Lon
Tum Na Aaye To Main Yeh Shehr Hi Chhor Jaon Ga,
KHAKI G

No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya