*PO@T WASI SHAH
*
***IMRAN KHAKI***
Main hoon tera khayal hai aur chand rat hai
dil durd se nidhaal hai aur chand rat hai
aankhon main chubh gaien tery yaadon ki kirchian
kandhon pe gham ki shaal hai aur chand rat hai
dil torde ke khamosh nazaron ko kiya mila
shabnam ka yeah sawal hai aur chand rat hai
phir titliyan si urdnay lagien dasht-e-khuwaab main
phir khuwahish e wisal hai aur chand rat hai
campus ki nehar per hai teray hath hath main
mausam bhi lazawal hai aur chand rat hai
her aik kali ne aurh liya matami libas
her phool per malal hai aur chand rat hai
KHAKIG

No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya