Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Saturday, 26 May 2012

chand raat,

Poet YASIR

Anwan      "CHAAND RAAT"


Dekhyen Chand Raat Ai Hai >

Saath Khushiyan Hazar Lai Hai >>

Tum Chalye Aao Ik Lamhey Ko >

Hum Bhi Manaye Ke Eid Ai Hai >>

Chaand Bhaya Sirf Chand Lamhon Ko >

Jaisy Tum Ne Jhalak Dikhlai Hai >>

Hum Ne Qismat Bhi Ajeeb Pai Hai >

Eid Ka Din Hai Aour Judai Hai >>

Keh Rahi Hai Hawa Mujhe YASIR >

Us Ne Mehndi Abhi Bhi Haat Par Lagai Hai<~~
Khaki.G

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya