Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Sunday, 27 May 2012

Har Baar Ki Tarha Is Baar Bhi Aansu Bahaonga,

Har Baar Ki Tarha Is Baar
Bhi Aansu Bahaonga,
Tum Mujh Se Door Ho,  To
Men Kese Ye EiD MaNaoNga,
Ek Taraf EiD Ki KhuShi Or
Ek Taraf Tera Gham,
Chhori He Bat Tum Pe
Tum Hi Jano,  Main  Apne Andar K Zakham Kisi
Ko Na DiKhaoNga,
Sarapa Choor Hoon Ghamon Se To Kya Hua,
Main Mar To Sakta Hun
Magar Sir Ko Na Jhukaonga,
Kab Se Tarsti Hain Nigahen
Tujhe Dekhne Ko,
Lout Ao Ek Baar Phir
Is Baar Main Tum Ko Na  Sataonga,
Abhi Tak Yad Hain Mujh Ko
Wo Teri Kahi Hui Baten,
Main Ja To Raha Hon
Magar Wapis Na Aonga,
Ek Bar Lout Ao
Ek Bar Lout Aao
He Yahi Faryad Tum Se,
Mene Khai He Kasam K
Tere Dar Pe Na Aonga,

Tum Mujh Se Door Ho
Batao Main Kese Ye EiD
Manaonga.
khaki G

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya