**GHAZAL**
***IMRAN KHAKI***
Rashk-e-Meena-o-Jam C Larki.
Wo December Ki shaam C Larki.
Wo Kharri hai Nazr jhukaye huye.
Zahidon K Qayam C Larki.
Laaj K Thal ny Koyla Kar Di.
Gulbadn Lala Faam C Larki.
Fasl-e-Gul ki Safeer Lagti hai.
Bad-e-Gul K Kharam C Larki.
Kho gai Khud Fana K raston mein.
Raah-e-Mulk-e-Dawam C Larki.
Tairgi ny Dilaai Yaad mujhy.
Aik maah-e-Tamam C Larki.
Jazb-e-peham sikha gai Ad33l G.
Wo Qalandr maqaam C Larki.
***IMRAN KHAKI***
Rashk-e-Meena-o-Jam C Larki.
Wo December Ki shaam C Larki.
Wo Kharri hai Nazr jhukaye huye.
Zahidon K Qayam C Larki.
Laaj K Thal ny Koyla Kar Di.
Gulbadn Lala Faam C Larki.
Fasl-e-Gul ki Safeer Lagti hai.
Bad-e-Gul K Kharam C Larki.
Kho gai Khud Fana K raston mein.
Raah-e-Mulk-e-Dawam C Larki.
Tairgi ny Dilaai Yaad mujhy.
Aik maah-e-Tamam C Larki.
Jazb-e-peham sikha gai Ad33l G.
Wo Qalandr maqaam C Larki.
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya