*GHAZAL *
***IMRAN KHAKI***
Suna Hai Wo Akeli Hai "!
Mujhe Kuch Loug Kehty Hain,
Kisi Anjaan Na'deeda Ehad Ki Wo Paheli Hai,
Suna Hai Wo Akeli Hai,
Gulabon Ki Rutton Mein To Bohat Hi Shaad Rehti Thi,
Baharon Ke Bohat Se Raaz Aksar Mujh Se Kehti Thi,
Nigahon Ke Katoron Mein
Bohat Se Khwab Rakhti Th-e-nashaad-o-maztr ko
Mohabbat ho gai tum sy
Kisi lam'hy agar tum ko
Mohabbat ho gai mujh sy
Samjh lena muqaddar ko
Mohabbat ho gai tum sy
Jo sirf aur sirf apni zaat sy hi pyaar krta tha
Suno ik aisy pathar ko
Mohabbat ho gai tum sy
Nahi jati !
Tumhary qurb ki
Khushbu
Nahi jati
Mery ujrry hue ghar ko
Mohabbat ho gai tum sy
Meri aankhoon ki janib dekh kr
Tum jaan
Sakti ho
K ik Gehry
Samundar ko
Mohabbat
Ho gai tum sy
Kisi Soorat bhi
Ab yeh ashk
Thm sakty
Nahi "WASIK"
Meri aankhoon k sagar ko
Mohabbat ho gai tum sy
*khaki*G
***IMRAN KHAKI***
Suna Hai Wo Akeli Hai "!
Mujhe Kuch Loug Kehty Hain,
Kisi Anjaan Na'deeda Ehad Ki Wo Paheli Hai,
Suna Hai Wo Akeli Hai,
Gulabon Ki Rutton Mein To Bohat Hi Shaad Rehti Thi,
Baharon Ke Bohat Se Raaz Aksar Mujh Se Kehti Thi,
Nigahon Ke Katoron Mein
Bohat Se Khwab Rakhti Th-e-nashaad-o-maztr ko
Mohabbat ho gai tum sy
Kisi lam'hy agar tum ko
Mohabbat ho gai mujh sy
Samjh lena muqaddar ko
Mohabbat ho gai tum sy
Jo sirf aur sirf apni zaat sy hi pyaar krta tha
Suno ik aisy pathar ko
Mohabbat ho gai tum sy
Nahi jati !
Tumhary qurb ki
Khushbu
Nahi jati
Mery ujrry hue ghar ko
Mohabbat ho gai tum sy
Meri aankhoon ki janib dekh kr
Tum jaan
Sakti ho
K ik Gehry
Samundar ko
Mohabbat
Ho gai tum sy
Kisi Soorat bhi
Ab yeh ashk
Thm sakty
Nahi "WASIK"
Meri aankhoon k sagar ko
Mohabbat ho gai tum sy
*khaki*G
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya