'=^=^=^"^=^=^='
.-.<Baarish>.-.
'=^=^=^"^=^=^='
>++<Mr.khaki>++<
'*'
Buht taiz barish hai,
Khirki ke sheeshon se bochaar takraa rhi hai,
Agar maiz se sub kitaben hataa don,
To chaay ke bartan rakhey ja saken gey,
Ye barish bhe kesi ajab chez hai,
Youn bayak'waqt dil me khushi aur udaasi
Kisi aur shey se kahan,
Tm jo aao to khirki se barish ko ek sath dekhen,
Abhe tm jo ao to main tmse pochon,
K dil me khushi aur udaasi.
Magar janti hon k tm kya kaho gey,
''Meri jaan!
Ek chez hai taiz barish se bhe tund,
Jis se bayak'waqt milti hai khushi aur udaasi,
Muhabbat!''
Magar tm kahan ho?
Yahan se wahan raabtey ka koi waseela bhe nhe hai,
Bht taiz barish hai aur sham gehri hui ja rhi hai,
Na janey tm aao, na aao!
Main ab shama'daanon me sham'en jala don,
K aankhen bujhaa don<~~
khaki.G

No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya