Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Friday, 3 August 2012

Ye chand aur Yye abar-e-rawaan guzarta rahe PrvEEn Shakr

P0et.: PrvEEn Shakr
***IMRAN KHAKI***
"TUMHARI SAALGiRHA PE"

Ye chand aur Yye abar-e-rawaan guzarta rahe.
Jamal-e-shaam tahaia-e-Aasmaan guzarta rahe.

Bhara rahe teri khoshbu se tera sahan-e-chaman.
Bas ek mosam-e-anber fashan guzarta rahe.

Sama'atein tere lahje se phool chunti rahein.
Diloon K saaz pe tu nagham-khawaan guzarta rahe.

KHUDA karay teri ankhein hamaisha hansti rahein.
Dayaar-e-waqt se tu shadmaan guzarta rahe.

Men tujh ko dekh na paioo'n to koi malaal nahi.
Kahein B ho tu. sittara neshan guzarta rahe.

Main mangta hun teri zindgi Qeyamat tak.
Hawa ki tarha se tu jadwaan guzarta rahe.

Mera sitara kahein too-t kar bikhar jaiy.
Fallak se tera khat-e-kah-kashaan guzarta rahe.

Main Teri Chhai00'n Mein Kuch Dair Beth L00'n Aur Pher
TamAAm Rasta BE-SaEibaan Guzarta RahE.

Ye Aag Hameisha kE RahE

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya