Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Saturday, 29 December 2012

Aawara By Mohsin Naqvi

='="="="="="="='=
PO@T
MOHSIN NAQVI
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aahat si hui thi na koi barg hila tha...!<
*'
Main khud hi sare manzil-e-shab cheekh para tha...!<
*'
Lamhe ki faslain B mere gird khari thi...!<
*'
Main phir B tujhe shehar main aawara laga tha...!<
*'
tune jo pukara hy to bool utha hun warna...!<
*'
Main fikr ki dehleez pe chup chaap khara tha...!<
*'
Pheeli thi bhar-e-shar main tanhai ki baatain...!<
*'
shayad koi deewar K peeche B khara tha...!<
*'
Ab us K siwa yaad nahi jashn-e-mulaaqat...!<
*'
Ek maatami jugnoo meri palkoon pe saja tha...!<
*'
Ya baarish sang ab K musalsal na hui thi...!<
*'
Ya phir main tere shehar ki rah bhool gaya tha...!<
*'
'*'
Ek jalwa-e-mehboob se rooshan tha mera zehan...!<
*'
Wajdaan yehi kehta hy wohi mera Khuda tha...!<
*'
Weeran na ho is darja koi mausam-e-gul B...!<
*'
Kehte hain kissi shakh pe ek phool khila tha...!<
*'
Ek tu K guraizaan hi raha mujh bahar taur...!<
*'
Ek main K tere naqsh_e_qadam choom raha tha...!<
*'
Deekha na kisi ne B meri simt palat kar...!<
*'
'__'Mohsin'__' main bikhre hue sheeshon ki sada tha...!<
*'
==>END<==
KHAKI.G
Retyp date
Thr 13/12/12

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya