Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Wednesday, 9 January 2013

Aansuon ki tarah nazron se giraya usne.

='="="="="="="='=
._.-._.TANHA._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aansuon ki tarah nazron se giraya usne...!<
+
Apni khabar na mili kuch aise khak me milaya usne...!<
+
Ilzaam mujh pey lagaya magar bewafa khud tha...!<
+
Pehle dewana banaya phir mujhe thukraya usne...!<
+
Us ko maza aata hy mujh ko satane main...!<
+
Mujhe geeli larki ki tarah jalaya usne...!<
+
Aaya na tha us ko wada wafa karna...!<
+
Logan ko jhota apni wafa ka qissa sunaya usne...!<
+
Tanhayon K dard se khoub waqif tha wo...!<
+
Phir B dunya mein mujhe TANHA banaya usne...!<
+
==>END<==
KHAKI.G
Retyp date
Thr 10/01/13

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya