Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Thursday, 24 January 2013

Ne'matein bant'ta jis simt wo zeshan (Naat)

PO@T
AlaHazrat Imam Ahmed Raza Khan
+
TEXT BY
IMRAN KHAKI
+
Ne'matein bant'ta jis simt wo zeshan gaya_!<
+
Sath hi munshiaey Rehmat ka qalam daan gaya_!<
+
Le khabar jald K ghairon ki taraf dhiyan gaya_!<
+
Mere Maula mere Aqa tere qurbaan gaya_!<
+
Dil hy wo dil jo teri yaad se ma'moor raha_!<
+
Sar hy wo sar jo tere Qadmon pe qurban gaya_!<
+
Unhein jana unhein mana na rakhha ghair se kaam_!<
+
Lillah Al Hamd main duniya se Musalman gaya_!<
+
Jaan-o-dil hosh wa khirad sab to Madine pahonche_!<
+
Tum nahi chalte Raza sara to samaan gaya_!<
+
Aah wo aankh K nakam-e-tamanna hi rahi_!<
+
Hy wo dil jo tere dar se pur arman gaya_!<
+
Aur tum par mere Aqa ki Inayat na sahi_!<
+
*Najdiyo* Kalmah parhane ka B ehsan gaya?_!<
+
Aaj le un ki Panah aaj madad mang un se_!<
+
Phir na maane ge Qayamat mein agar maan gaya_!<
+
Uff ray *munkar* yeh barha josh-e-ta'assub akhir_!<
+
Lhed me hath se kam'bakht K emaan gaya_!<
+
KHAKI.G

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya