♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
PO@T
Siraj Aurang Abadi Dikhne
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
TEXT BY
IMRAN KHAKI
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥
Khabar tahayur ishq sun, na junoo raha, na pari rahi...!<
♥
Na to too raha, na to mein raha, jo rahi so be khaberi rahi...!<
♥♥
Sheh be'khudi ne ataa kya, mujhe ab libaas barhanghi...!<
♥
Na khirad ki bakhia giri rahi, na junoo ki parda darri rahi...!<
♥♥
Chali simt ghaib se ik howa K chaman zahuur ka jal gaya...!<
♥
Magar aik shakh-e nihaal gham jisay dil kahin so hari rahi...!<
♥♥
Nzr-e-taghaful yaar ka gilah kis zuba se karoon bayan...!<
♥
K sharaab hasrat-o-arzoo, kham dil mein thi so bhari rahi...!<
♥♥
Wo ajab gharri thi K jis gharri liya dars nuskha ishq ka...!<
♥
K kitaab aqal ki taaq par jo dhari thi so wo dhari rahi...!<
♥♥
Tare josh-e-herat-o-husn ka assar is qader hai yahan howa...!<
♥
K na aaine mein jela rahi, na pari mein jalva giri rahi...!<
♥♥
Kaya khaak aatish ishq ne dil-e-be'nwaye Siraj ko...!<
♥
Na khatar raha, na hazaar raha, jo rahi so be khatari rahi...!<
♥♥
Khaki.G
http://GoTaskPaid.com/?rid=7049
ReplyDelete