Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Monday, 11 June 2012

JiS K ChehRaY Pr Sada, 'UdaSi' Rehti Thi, JiS K HonT Kabhi AkhLaaQan Bhi HanStaY To,

 Wo !,LarKi,!
***IMRAN KHAKI***
JiS K ChehRaY Pr Sada, 'UdaSi' Rehti Thi,
JiS K HonT Kabhi AkhLaaQan Bhi HanStaY To,

Youn LaGta Tha,
Ik Lamha Bhi Or HanSaY To,
Us Ki AanKhein 'Roo' Dein Geeen,!

Jo,
RoZana,
Apne Wqt Pe CollaGe AaTi,

Sub Se Alg Apni Dunia Me 'Gum' Rehti,
Apne KhoeY HueY 'LoGoN' Ki,
Yaad Me Khoi Rehti,

Woh KhamoSh,
'UdaS' C LarKi!

Mera Kehna Maan K 'Picnic' Pe ChaL Di,

Me Ne DaiKha,
Meri SakhiiiYon K HumRaah,
Woh PaaNi Me BaiThi Hai,
Lehroo'n Se Bhi KhaiL Rahi Hai,

JanaY Kon C 'BaaT' Hui Hai,

Sub K Sath Woh 'HanS' Dii Hai,

Or Us LamHaY,

Us K HonToo'n K HumRaah,

Us Ki AanKhein Bhi "HansTiii" Hein,!


Woh Udas C !LaRki,!
Khaki.G

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya