*Wo aik larrki*
***IMRAN KHAKI***
Khinchi khinchi c ruki ruki c
haya sy simti hui wo aik larrki
mery khwaboon mein aa rahi hai.
mujhy deewana bana rahi hai.
wo kuchh dinoon sy
Qareeb aa kr.
haya sy
Nazroon ko
youn jhuka kr.
Mera sabr azma rahi hai
Mujhy deewana bana rahi hai
Main us k baary mein kya
Bataoon ?
Main kaisy us ko tumheen
Dikhaoon ?
Nazuki ki misaal hay wo
Meri shabeeh'e'khyal hai wo.
jamaal hai wo jalaal hai wo
Rifaqatoon ka sawaal hai wo.
Wo mery dil mein sama
Rahi hai.
Mujhy deewana bana rahi hai
Wo aik larrki
KHAKI G
***IMRAN KHAKI***
Khinchi khinchi c ruki ruki c
haya sy simti hui wo aik larrki
mery khwaboon mein aa rahi hai.
mujhy deewana bana rahi hai.
wo kuchh dinoon sy
Qareeb aa kr.
haya sy
Nazroon ko
youn jhuka kr.
Mera sabr azma rahi hai
Mujhy deewana bana rahi hai
Main us k baary mein kya
Bataoon ?
Main kaisy us ko tumheen
Dikhaoon ?
Nazuki ki misaal hay wo
Meri shabeeh'e'khyal hai wo.
jamaal hai wo jalaal hai wo
Rifaqatoon ka sawaal hai wo.
Wo mery dil mein sama
Rahi hai.
Mujhy deewana bana rahi hai
Wo aik larrki
KHAKI G
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya