PO@T RAZAB TABREZ
***IMRAN KHAKI***
Main kis liye Gali Gali ki Khaq Chhanta
Awargi ka Haal Dil e Zaar Janta
Wo Tund khu, Main Aajzi ki ik Misal tha
Adu Mera ! Phir kese Meri Baat Manta
Suraj ki Dhoop toOt k jab laUtne laGi
Abar bhi Aan pOhncha Mujh pe Barq Taanta
PariyOn k Door Dais se Pare ki Baat hai
Main aik Shiv tha, Zindgi thi Chandar kaanta
Kon apni aaP Beeti ko Suna k Chal diya
Ashk e Rawan ko Zbt e Bala se Pemanta
Sub Pankh mere Mor se, Kutab me Saj gay
Youn kat k reh gai, Yahan Vishaal Urraanta
Jese Qaza Machaan se Shikari Khainch le
Har Teer Mujh pe Khinch gya Khud ko Kmanta
Sulag Sulag k Jaan e RAZAB Mushk Ban gai
Mehak se Sharm kha gai, Kachi lObaanta.
KHAKIG
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya