Poet Kashif Nadeem
Teri Yad K Bhanwar Mein Kia Kia Karain Wabsta,
Dil Karain Wabsta K Jan Karain Karain Wabsta,
Meri Aankhon Ki Nami Apni Jaga,
Dil Ka Rona Bhi Karon Main Tujh Se Wabsta,
Gulsitan Mein Jata Hon To Ye Nazara Dikhai Deta Hai,
Kahein Masli Hoi Kalian Kahein Rondhe Howe Ghulche,
Bahut Si Dastanain Hain Shabistanon Se Wabasta,
Toote Dil Ne Ki Hai Aj Chupke Se Ye Faryad,
Meri Zindagi Hai Faqt Tere Naam Se Wabsta,
Bahar Aai Badli Chai Rim Jhim Meena Barsa,
Magar Meri Umar Bhar Ki Barsatain Hain Tujh Se Wabsta,
Gham Mein Rehta Hon Dukhon Mein Jeeta Hon,
Meri Sab Khoshian To Hain Tujh Se Wabsta,
Ye Bahar Ye Chaman Ye Gulshan Ye Phool,
Ye Mosam Ye Sawan Ye Aangan Ye Gagan,
Mere Mehboob Meri Jan Sab Tum Se Hain Wabsta................!

No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya