Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Friday, 11 January 2013

Apne honton par sajana chahta hun By Qateel

='="="="="="="='=
PO@T
Qateel Shifai
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Apne honton par sajana chahta hun...!<
+
Aa tujhe main gunGuNana chahta hun...!<
+
Koi Aansu tere daman par gira kar...!<
+
Bund ko moti banana chahta hun...!<
+
Thak gaya main karte karte yad tujh ko...!<
+
Ab tujhe main yad Aana chahta hun...!<
+
Cha raha hy sari basti mein andhera...!<
+
Roshani ko ghar jalana chahta hun...!<
+
Akhri hichki tere zanon pe aye...!<
+
Maut B main shayrana chahta hun...!<
+
==>END<==
KHAKI.G
12:48 AM
Sat 12/01/13

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya