TYPET BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
PEER NASEE_O_DEEN
NASEER GULDAVI
.
.
.
Bal Daliye Jabeen Pe Na Khanjar Nikal K+*
+
+
Itne Jawab Aur Mere Ik Swal K+*
+
+
+
Qurban Jaoun Ap Ki Is Chaal Dhaal K+*
+
+
Aate Hi Chal Diye Muje UlLjan Mai Daal K+*
+
+
+
Sadqe Mai Is Karm K Tasa.Duk Khial K+*
+
+
Waade To Bar Bar Kiye Hai Wisal K+*
+
+
+
Phir B Meri Wafa Ka Yakin To Nahi Kiya+*
+
+
Dil Rakh Dia Tha Samne Us K Nikal K+*
+
+
+
Ye Khar Zar.E.Dasht_E_
Janon Hai Zara Sambl+*
+
+
Is Raah Se Guzar B To Daman Sambal K+*
+
+
+
Gesoo K Pech.O.Kham Mai Mera Dil Phansa Raha+*
+
+
Akhir Pata Chala Keh Ye Halke Hai JaalL K+*
+
+
.
Kehne Ko 1 Bar To Wada Wafa Karo+*
+
+
Kiun Roz Roz Baat Brrhate Ho Taal K+*
+
+
+
Mudat K Bad Un Pe Adoo Ka Bharm Khola+*
+
+
Na.dam Hai Aasteen Mai wo Saanp Pal K+*
+
+
+
Mere Ye Shair Aab Moti Se Kam Nahi+*
+
+
Hath Aaye Fan K Sath Samndar Kangaal K+*
+
+
+
Allah Dam Ki Kher Keh Ye Qoow.E.Yar Hai+*
+
+
Rakhna Kadm Naseer Zara Dekh Bhal K+*
+
+
+*/THE/AND*+
TYPNG DATE
5/1/13
BOOK NAME
PAIMANA E SHAB
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya