ColLeEcT By
ALI
ImRaN QADRI
PoEt
PEER NASEER O DEEN NASEER GULRRVI
Husan Ki Baar.Ghaah Main Rakhiye
Dil Ko Un Ki Nigaah Main Rakhiye
Hosla Un Ki Chaah Main Rakhiye
Wazaadaari Niba Main Rakhiye
Un K Kooche Ki Khak Hai Akseer
Choomiye Phir Qulaah Main Rakhiye
Jo Hamesha Raheen Sharek E Safar
Sath Isoon Koraah Main Rakhiye
Chorriye B Meh O Najoom Ki Baat
Un Ka Chehra Nigah Main Rakhiye
Mar Hi Jayen Jo Hum Ko Marna Hai
Kiun Unahe Ishtbaah Main Rakhiye
Hijar Ki Tergi Se Baaz Aaya
Is Ko Zulf E Siyah Main Rakhiye
Jo Khuda Ki Panaah Main Hain Naseer
Khod Ko Un Ki Panaaq Main Rakhiye
And
BOOK NAME
PAIMANA E SHAB
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya