Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Tuesday, 8 January 2013

Khak.E.PAA Un Ki Jahan. BY PeEr NASEER.O.DEN NASEER

PoEt PeEr NASEER.O.DEN
NASEER

TeXt BY
IMRAN.QADRI


Khak.E.PAA Un Ki Jahan. B Kahen.
Payi Jaye

Dil Ye Kehta hai
K Ankhon Se
Lagayi Jaye


Un Ki Tasver.E.Sitam
Kiun na Dikhayi.JAYE

Manzr.E.Aam Pe
Ye Shakal B
Layi Jaye


Shole Uthte hai
Agar Dil Mai
Na Anso Roko

Aag Lag Jaye To
Lazm hai Buja
Li Jaye


Ik Nazar Deed
Ki To.fek Ata ho
Hum Ko

Koch Na Koch
Husan Ki Kherat
Lutayi Jaye


Guft.Gu Shesha.O.Sagar
Ki Abas Hai Saqi

Hum Wo Peten Hai Jo Ankhon
Se Playi Jaye


Bar.HA Keh To
ChokeTum Se Kahani Dil Ki

Kia Zorori hai K
Teh.rer Mai Layi
Jaye


Ap Kiun Dil Ki
Tamnaown Ko
Pamal kren

Rayegan Kiun
Kisi Mufls Ki
Kamayi Jaye


Husan Kia Shae
Hai Ada kia Hai
Wo Khod Kese
Hai

Baat Khol Jaye
Gi Tasver Manga
Li Jaye

Qais.O.Farhad K
Afsane Mai Kia
Rakha hai

Dastan Meri Muji
Ko Na Sunayi Jaye


Muj Se Kehta Hai Naseer Ab K Bars Josh.E.Janoo

Kam Se Kam Khak Biaba ki
Urhayi jaye

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya