Poet
PEER NASEER.O.DEEN NASEER GOLRHVI
TeXt By
Ali iMRAN QADRI
Deen Se Door Na Mazhab Se Alag Betha hoon
Teri Dehlez Pe
Hoon Sub Se Alag Betha hoon
Dhang Ki Baat Kahe Koi To Boloun Mai B
Matlbi Hoon Kisi Matlab Se Alag Betha Hoon
Bazm.e.Aehbab Mai Hasil Na Howa Chain Muje
Mutamin
Dil Hai Boht
Jub Se Alag Betha hon
Yahi Maslak Hai Mera yahi Mera Muqam
Aaj Tak Khowahish.e
Munsab Se Alag Betha Hoon
Umar Krta
Hoon Basar
Gusha.e.Tanhayi Mai
Jub Se Wo Roth Gaye Tab Se Alag Betha Hon
Mera Andaz Naseer Aehle Jahan Se Hai Juda
Sub Mai Shamil Hon
Magar Sub Se Alag Betha hon
and
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya