Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Friday, 11 November 2016

Ajnabi shehar ke ajnabi rastay, meri tanhai par Muskuratay rahay (Raahi Masoom Raza)

*=*=*=*=*=*=*
PO@T
Raahi Masoom Raza
*=*=*=*=*=*=*
TEXT BY
IMRAN KHAKI
*=*=*=*=*=*=*
+
Ajnabi shehar ke ajnabi rastay, meri tanhai par Muskuratay rahay..! <
+
Mein bohat dair tak yun'hi chalta raha, tum bohat daer tak yaad aatay rahay...! <
+
Zeher Milta raha, zeher peetay rahay, roz martay rahay, roz jeetay rahay...! <
<
Zindagi bhi hamein aazmati rahi, aur hum bhi usay aazmaty rahay...! <
+
Zakham jab bhi koi zehan-o-dil par laga, zindagi ki taraf ik darecha khula...! <
+
Hum bhi goya kisi saaz ke taar hain, chout khatay rahay, gungunate rahay...! <
+
Sakht halaat ke taiz tufan mein, gir gaya tha hamara junoon-e-wafa...! <
+
Hum chairag tamanna jalatay rahay, wo chairag tamanna bhujatay rahay...! <
+
Kal Kuch aisa howa mein bohat thak gaya, is liye sun ke bhi an'suni kar gaya...! <
+
Kitni yaado ke bhatkay hue karwan, dil ke zakhamo ke Dur khatkhatay rahay...! <
+
Khaki.G

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya