Po@T Azher Durani
Text by Imran Khaki
...
Mara naseeb huien talkhiyan zamane ki
Kisi ne khoob saza di hai muskurany ki...! <
☆
Mary Khuda mujhe tariq ka hosla ho aatha
Zaroorat aan pari kashtiyan jalanay ki....! <
☆
Mein daikhta hon har ik simt panchiyon ka hajoom
Ellahi kher ho sayyad K gharane ki....! <
☆
Qadam qadam pay slibon ke jaal phela do
K sar'kashi ko to aadat hai sir authane ki...! <
☆
Shrik-e-jurm na hotay to mukhbari karte
Hamein khabar hai luteron ke har thikaane ki...! <
☆
Hazaar haath gireybn tak aa gaye ☆Azher☆
Abhi to baat chali bhi na thi zamane ki...! <
☆
Khaki.G

No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya