Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Tuesday, 30 October 2012

Titli ki Tarah Rung e Par, Aziz to Rakhta



PO@T RAZAB TABREZ

***IMRAN KHAKI***

Titli ki Tarah Rung e Par, Aziz to Rakhta
Gul Noch leta, Thori si Tamiz to Rakhta

Jate hue jo Mere Sukhan Bech gya hai
Kuch aur Na rkhta, Magr ye Chiz to rkhta

Ae Nafs ! Tujhe iShq ne Yaksar kia Khrab
Daman ko krta Chaak, Par Kamiz to rakhta?

Us DilNasheen k Dil se Yehi aik Gila hai
Na Takht o Taaj Deta, Par Hafeez to rkhta

Dunya k Mu me hoti sirf Khaq, Faqat Khaq
Kuch Raaz k Pardon ko Wo Dabeez to rakhta

Pyalay ki Jagah Lab ka Bharam Mujhko Dikhata
Koi aur Na rakhta, Magar !  NaChiz to rakhta

Main Mom ho Chala tha, Agar apni Baat ko
Wo ToOl De k, Thora sa Areez to Rakhta

Mere YasoOh ka Zarf bhi Hota Na Daghdaar
Karta Na Dwa, Na sahi, Mariz To rkhta

2,1 Ramz, Tu bhi Agar Janta RAZAB
Main Tera laQab Shoq se, Ramiz to Rakhta.
khakiG

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya