Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Monday 11 June 2012

Aaj tak yaad hein bachpan k zamany kitny Kitny maso0m wo jazbaat hua krty thy

PO@T Syeda shehnaz Yousaf
'+"+"+"+"+"+"+"+"
" UDAAS LARRKI "'+"+"+"+"+"+"+"+"
***IMRAN KHAKI***

Aaj tak yaad hein bachpan k zamany kitny.

Kitny maso0m wo jazbaat hua krty thy

Aik gurriya thi jo hatho0n mein raha krti thi.

Aik larrki thi jo thi us ko Sajati kitna.

Us k hatho0n mein sajati thi
kabhi kaajal Kabhi gajra

Jb wo Girti thi kabhi hatho0n sy chalty chalty

Beitth jati thi wehein farsh par rony k liye.

Dil ko tthees si is tarha sy
Lag jati thi.

Jeisy is Ghamka madawa
koi Duniya mein
Na ho

Kya malo0m tha us waqt k ik din shayed.

Tuut kr khud bhi

bikhrny kabharm
Rakhna hai
Phail jana hai kabhi aankh mein apna kajal

Aik gurriya k bhi girny sy wo   tuuta hua Dil.

Aaj kitny hi hawadis ko sahyyyyy beittha hai.

Kis ko malo0m tha ?kuchh aisy bhidin ayeen gy.

Jb wo bachpan ki kaskk yaad to reh jaye gi.

Lekin is tarha k is yaad k peechhy peechy

Kitni hi or bhi yadein hamein tarrpayein gi.

Wo khalish jo kabhi mehso0s hui bachpan mein.

Wo Khalish kitny sawalo0n ko janam dy dy gi<~~
Khaki.G

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya