Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Friday 3 August 2012

Hogayi rukhsat ghata baarish ke baad.

'=^=^=^"^=^=^='
.-.<Baarish>.-.
'=^=^=^"^=^=^='
Edit by Mr.khaki
'*'
Hogayi rukhsat ghata baarish ke baad...!<
'*'
Ek diya jalta raha baarish ke baad...!<
'*'
Mere behte hue Aansuo ko dekh kar...!<
'*'
Ro parri thandi hawa baarish ke baad...!<
'*'
Meri tanhaayi ka daaman thaam kar...!<
'*'
Kuch udaasi ne kaha baarish ke baad...!<
'*'
Yaad teri odh kar mein so gayi...!<
'*'
Khawaab ka daar khul gaya baarish ke baad...!<
'*'
Chand dekh kar baadlo ki qaid mein...!<
'*'
Ek sitaara ro diya baarish ke baad...!<
'*'
Apne ghar ki har kachi deewaar par...!<
'*'
Naam tera likh diya K baarish ke baad...!<
'*'
khaki G

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya