Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Monday 31 December 2012

Aabro tara san'cha hy musheyat (By Addam

='="="="="="="='=
Po@t Abddul
Hameed Addam
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aabro tara san'cha hy musheyat ki khata ka...!<
+
Jaldi main laga hy kahan khat Aab baqa ka...!<
+
Do qatray main lay Aawon na bulbul ki lahoo kay...!<
+
Bharka nahin sarkaar! Abhi rung hina ka...!<
+
Kehtay hain jise mausm-e-gull ehl-e-tareqat...!<
+
Hy rung parida teri margoob qaba ka...!<
+
ALLAH ray us shokh ki raftar ka Aalam...!<
+
Jesay koi behka howa jhonka ho saba Ka...!<
+
Kanta koi palkon ka chobo dy usey saqi...!<
+
Chalka nahin joban abhi sawan ki ghata ka...!<
+
Haj K liye betaab hain arbab muhabbat...!<
+
Ek raiza chura laye kabay ki bana ka...!<
+
Q daikh kay Ayene main hairaan ko khud ko?...!<
+
Charta hy yun hi rung faqeeron ki dua ka...!<
+
Hum hashar ki kya aur '__'Addam'__' shaka batayen...!<
+
Hoga kisi mashuq ki payal ka chanaka...!<
+
==>END<==
KHAKI.G
Retyp date
Mon 31/12/12

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya