Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Monday 31 December 2012

Aankho'n say kuy-e-yaar ka manzar nahi gaya.

='="="="="="="='=
._.-._.UDHAR._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aankho'n say kuy-e-yaar ka manzar nahi gaya...!<
+
Hala'n K kai baras say main us ghar nahi gaya...!<
+
Us ne mazaq main kaha main ruth jaon gi...!<
+
Laiken meray wajud say ye dar nahi gaya...!<
+
Saansain udhar lay K guzari hy zindagi...!<
+
Heraan wo B thi K main mar Q nahi gaya...!<
+
Us ghar ki seri'un ne sadain tu dein magar...!<
+
Main kha'ab main raha kabi oper nahi gaya...!<
+
==>END<==
KHAKI.G
Retyp date
Mon 31/12/12

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya