Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Saturday 29 December 2012

Aata hy is tarah ka december kabhi kabhi

='="="="="="="='=
._.-.DECEMBER.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aata hy is tarah ka december kabhi kabhi...!<
*'
Ja baith'ta hun dhoop main chhat par kabhi kabhi...!<
*'
Kuch moa'jza nahi tere dil me mera khayal...!<
*'
Ugtey hen sang me B sanober kabhi kabhi...!<
*'
Socha tha main ne lams ki Lazzat ka faida...!<
*'
Ab aik yad jati hy Chhu kr kabhi kabhi...!<
*'
Main sepiyan chunon k chunon rait ka makaan...!<
*'
Deta hy moka mujh ko samandar kabhi kabhi...!<
*'
Ye jo mujhe bulata hy tu itne pyar se...!<
*'
Kis ka gumaan hota hy mujh par kabhi kabhi...!<
*'
Rehne lga inhein meri tanhai ka khyal...!<
*'
Aa baith'ty hain pas kaboter kabhi kabhi...!<
*'
Ik ye B waqt hy k main teri talash main...!<
*'
Jata hun apni zaat se bahir kabhi kabhi...!<
*'
==>END<==
KHAKI.G
Retyp date
Sat 08"12"12

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya