Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Monday 31 December 2012

Aye meri mohabat sun Singer Mohammad Aziz

='="="="="="="='=
._.-.MashWaRa .-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aye meri mohabat sun main ye mashwara don ga...!<
+
Tu mujhe bhula dena main tujhe bhula duga...!<
+
Mit chuki hain umeden phool dil main khilni ki...!<
+
Aakhri ghari Aai aaj tujh se milne ki...!<
+
Yad kar K tu mujh ko Aankh nam nahi krna...!<
+
Dekh is judai ka koi gham nahi krna...!<
+
Silsle bante hain ban K toot jate hain...!<
+
Zindgi mein ye lamhe sb ko Aazmate hain...!<
+
Ham se pehle bichre hain aur B zmane mein...!<
+
Aur B to samil gham k is fsane main...!<
+
Ye to rasm-e-dunia hy, Asa hota rehta hy...!<
+
Har qadm pe main tujh ko bas yahi sda donga...!<
+
Tu mujhe bhula dena, mein tujhe bhula dun ga...!<
+
Lekh diya jo kismat ne wohi faasla hy ye...!<
+
Na koi shekayat hy na koi gelaa hy ye...!<
+
Rasmon k leya apne kasmain tooth jane dy...!<
+
Ab to yehi behter hy sath choot jane dy...!<
+
Mil gaya jo ab tujh ko, mehrban mobarak ho...!<
+
Tujh ko apne khusheyon ka, ye saman mobarakh ho...!<
+
Dakh terey apno ka faisla ye acha hy...!<
+
Haan nae baharon ka silsala ye acha hy...!<
+
Bekhare hain mery sapne, toota hy ye dil mera...!<
+
Tootay dil se main phir B ab tajhe dua dun ga...!<
+
Tu mujhe bula dain main tujahe bula dun ga...!<
+
Ab main tujh se milne ki aarazoo badal dun ga...!<
+
Jazbo'n ko daba lun ga, hasratain khuchal dun ga...!<
+
Koi to samaan ho ga zakhm-e-dil ye seene ka...!<
+
Hosala na choru ga ab main apne jeene ka...!<
+
Main tari wafao'n ko dil'lagi samaj lun ga...!<
+
Mery hamsafar tujh ko ajnabi samaj lun ga...!<
+
Tu mera tasavar B apne pas mat rahkna...!<
+
Zindagi main ab mujh se koi aas mat rakhna...!<
+
Muskaray tu har dam, bas yeh hy dua meri...!<
+
Tujh se dil lagane ki khud ko main saza dun ga...!<
+
Tu mujhe bhula dena main tujhe bhula duga...!<
+
==>END<==
khakiG
Retyp date
Mon 31/12/12

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya