Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Thursday 27 December 2012

Phire Hai Na Phire Ge Hukme Yar Se Hum poet by peer sb

TYPET BY
ALI IMRAN QADRI

Poet
PEER NASEER_O_DEEN
NASEER GULDAVI
.
.
.
Phire Hai Na Phire Ge Hukme Yar Se Hum+*
+
+
Niyaz Mand Rahe Ge Har Atbar Se Hum+*
+
+
Boht Kareb Hai Akse Jmale Yar Se Hum+*
+
+
Qadam Bharrhayen Agar Hade Intzar Se Hum+*
+
+
Khizaan Se Hain Na Pareshan
Na Khosh Bahar Se Hum+*
+
+
Nikal Choke Hai Manazir K Ab hsaar Se Hum+*
+
+
Kisi Nafas Nahin Aazad Khalfshar Se Hum+*
+
+
Balaye Daam Se Uljeen K Zulfe Yar Se Hum+*
+
+
Ilaahi Kon Sa Aalam Hai Ye Gulstan Ka+*
+
+
Bahar Mai B Hai BeGana Bahar Se Hum+*
+
+
Aazab.E.Jaan Hai Galat Fehmian Muhbat Mai+*
+
+
Na Ab Qarar Se Wo Hai
Na Ab Qarar Se Hum+*
+
+
Jo Photh.Te Nahi Sehra Mai Paoon K Chaale+*
+
+
To Un Ko Cherrte Rehte Hai Nook.E.Khar Se Hum+*
+
+
Wo Aa Gaye The To Dil Ka Ajeeb Aalam Tha+*
+
+
Khosh Is Qadar The K Nazar Aaye Be Qarar Se Hum+*
+
+
Sitam Tha Un Se Achank Nigah Ka Milna+*
+
+
Munfal Se Rahe Aur Sharmsar Se Hum+*
+
+
Howa Jo Ap Ka Irshad To Hum Baja Laye+*
+
+
Hain Aetbar K Layiq Is Aetbar Se Hum+*
+
+
Ye Aehtram.E.Tajali Ye Aehtmam.E.Wafa+*
+
+
Nazar Bacha K Guzrte Rahe Bahar Se Hum+*
+
+
Yahi Dua Hai K Tum Aao Ya Qaza Aaye+*
+
+
Nijaat Payen Muhbat Mai Jeet Haar Se Hum+*
+
+
Hume Uthane Ko Aaye Wo Fitna Mehshar+*
+
+
Naseer Youn Na Utheen Ge Kabi Mazar Se Hum+*
+
+
*+/THE/AND/+*
+BOOK NAME
+PEMAN E SHAB
IMPRES MASTER IMRAN KHAKI AND KASHIF NADEEM HIJAR

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya