Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Aankh Mai Kajal Maang Mai Sitare Nahi Ache Lagte
Husan Ko Ye Jhoote Sahare Nahi Ache Lagte
Maine Jab Se Tere Chehre Ki Bahar Dekhi Hai
Muj Ko Ye Phool Ye Nazare Nahi Ache Lagte
Be.Misal Tera Rang Tere Naz.o.Andaaz
Tere Liye Tashbiya Aistkhare Nahi Ache Lagte
Husan To Be.Karaan Hai Ishaq Ko Sagar Kiun Kahon
Ishaq K B To Kinare Ache Nahi Lagte
Tand Toofan Mai B Hum Tum Ko Sahara De Ge
Haan Tum Hare Hare Nahi Ache Lagte
Aae Chaand Too Aye To Behal Jaye Dil
Aasman Par Sirf Sitare Nahi Ache Lagte
Kesi Khaf.GI Hai Do Bol Muskra Kar Bolo
Sarim Tum Ghose Mai Payare Nahi Ache Lagte
And....!!!
TYPENG DATE
25/12/12
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHE
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya