Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Monday 21 January 2013

Aarzu bahot thi tum ko pane ki

='="="="="="="='=
._.-._.JUDAI._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aarzu bahot thi tum ko pane ki__!<
+
Bahtu dhunda tumhe main ne__!<
+
Mandhairon mein roshniyon mein__!<
+
Paharon mein wadiyon mein__!<
+
Sehra K regzaron mein__!<
+
Tanhaiyon mein insanon mein__!<
+
Shumaar hota tha__!<
+
Main dewano mein__!<
+
Umeed thi mujhe__!<
+
K meri koshish__!<
+
Ek din rang laye gi__!<
+
Aur main tumhe is duniya K__!<
+
Jungle se chura kar le jaun ga__!<
+
Lekin jab tum mili__!<
+
To kaya huwa__!<
+
Ek lafz mein hi__!<
+
Barson ka bandha__!<
+
Bandhan tor diya__!<
+
Na tumhe khayal tha__!<
+
Meri mohabbat ki inteha ka__!<
+
Tor diya dil mera__!<
+
Tumhre us nishtar zada

Khanjar ne aur main__!<
+
Kirchi kirchi ho kar biakhar gaya__!<
+
==>END<==
KHAKI.G
01/30 pm

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya