Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Monday 21 January 2013

Aaya hun sang-e-wehshat K By FARAZ

='="="="="="="='=
PO@T
Ahmad FARAZ
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aaya hun sang-e-wehshat K ambaar dekh kar...!<
+
Khof Aa raha hy saya-e-diwar dekh kar...!<
+
Aankhain khuli rahi hain meri intazaar mein...!<
+
Aaye na khawab dida-e-bedaar dekh kar...!<
+
Gham ki dukaan khol kar betha huwa tha main...!<
+
Aansu nikal pare hain kha'ridaar dekh kar...!<
+
Kiya ilm tha K phe'salne lagain ge mere Qadam...!<
+
Main to chala tha rah ko ham'waar dekh kar...!<
+
Har koi par'sai ki umda mesal tha...!<
+
Dil khush huwa hy ik gunah'gaar daikh kar...!<
+
Ye be'hisi B waqt-e-madad daikh li '__'Faraz'__'...!<
+
Katra giya hy yar ko B yar dekh kar...!<
+
==>END<==
KHAKI.G
11:20 pm
Sun 20/01/13

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya