Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Tuesday 22 January 2013

Aaya khayal-e-yaar to By Parveen Shakar

='="="="="="="='=
PO@T
Parveen Shakar
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Aaya khayal-e-yaar to dewana kar gaya...!<
+
Selab-e-ashk aankh k sagar ko bhar gaya...!<
+
Sab ham'safar chaly gaey ye haadsa huwa...!<
+
Ham reh gaey hamara zamana guzar gaya...!<
+
Pehli si husn-e-yaar mein wo shokhi'yaan kahan?...!<
+
Kashti meri dabo K wo darya utar gaya...!<
+
Theen us K dam se shehr-e-taman'na mein ronaqein...!<
+
Wo kaya gaya k shehr hi veeran kar gaya...!<
+
Ay chand tery husn ka munkir nahi hun main...!<
+
Hoon na'tawan taweel musafat se dar gaya....!<
+
wo bichra is aada se k rutt he badal gae...!<
+
ik shakhs sarey shehr ko veeran kar gaya...!<
+
==>END<==
KHAKI.G

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya