Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Thursday 31 January 2013

Ab kaya likhein hum kagaz par?

='="="="="="="='=
._.-._.KAZAG._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ab kaya likhein hum kagaz par? Ab likhein ko kaya baqi hy?...!<
+
Ek dil tha so wo toot gaya, ab lutne ko kaya baqi hy?...!<
+
Ik shaks ko hum ne chaha tha, ik rait pe naqsh banaya tha...!<
+
In rait K zaron ko hum ne, phir apne dil mein sajaya tha...!<
+
Aur rait to kab ki bikher gi.wo naqsh kahan ab baqi hy?...!<
+
Ab kaya likhein hum kagaz par? Ab likhein ko kaya baqi hy?...!<
+
Hum jin ko apni nazmo ka unwan banaya karte thay...!<
+
Lafzon ka bana kar taj'mahal, kagaz par sajaya kartay thay...!<
+
Wo hum ko akela chor gaya, sab rishton se mouh mor gaya...!<
+
Ab rishtay sare sone hain, wo paya kahan ab baki hy...!<
+
Ab kaya likhein kagaz par? Ab likhein ko kaya baki hy...!<
+
==>END<==
KHAKI.G
Thr 31/01/13

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya