Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Tuesday 22 January 2013

Ab shiddat-e ghum mein masnooi By RafiQ

='="="="="="="='=
PO@T RAFIQ
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
Singer
Munni Begam
'*'
Ab shiddat-e ghum mein masnooi aaram sahara deta hy...!<
+
Yan log tasali dete hain ya jam sahara deta hy...!<
+
Aye dost Mohabbat K sadme tanha hi utha'ne parte hain...!<
+
Rehbar to faqat is raste mein do'gaam sahara deta hy...!<
+
Do naam hain seraf is duniya mein, ek saqi ka ek yazdan ka...!<
+
Ek naam pare'shaan karta hy ,ek naam sahara deta hy...!<
+
Tufan k tawar to dekho, sahil ki koi aamed nahi...!<
+
Mal'lah ki surat to dekho, nakam sahara deta hy...!<
+
==>END<==
KHAKI.G
10:20 Pm
Tue 22/01/13

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya