Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Tuesday 22 January 2013

Aye mere ham nasheen chal kahin aur BY Muzafar
Akbar Abadi

Aye mere dil kisi se B shikwa na kar...!<
+
Ab bulandi pe tera sitara nahin...!<
+
Ghair ka zikr kia? ghair phir ghair hy...!<
+
Jo hamara tha wo B hamara nahin
='="="="="="="='=
PO@T Muzafar
Akbar Abadi
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
Link 1/2
'*'
Aye mere ham'nasheen chal kahin aur chal...!<
+
Is chaman main ab apna guzara nahin...!<
+
Baat hoti guloon tak to seh letay hum...!<
+
Ab to kantoon pe B haq hamara nahin...!<
+
<>Aye mere ham nasheen<>
+
Di sada daar par, aur kabhi tur par...!<
+
Kis jagah main ne tum ko pukara nahin...!<
+
Thokrain yun khilane se kia faida?...!<
+
Saaf keh do K milna gawara nahin...!<
+
<>Aye mere ham nasheen<>
+
'*'
Aaj aaye ho tum kal chale jao gey...!<
+
Yeh mohabbat ko apni gawara nahin...!<
+
Umr bhar ka sahara bano to bano...!<
+
Do ghari ka sahara, sahara nahin...!<
+
<>Aye mere ham nasheen<>
+
Gulsitan ko laho ki zarurat pari...!<
+
Sab se pehle hi gardan hamari kati...!<
+
Phir B kehtay hain mujh se yeh ahl-e-chaman...!<
+
Yeh chaman hy hamara, tumhara nahin...!<
+
<>Aye mere ham nasheen<>
+
Zalimo apni kismat pe nazaan na ho...!<
+
Dor badle ga, yeh waqt ki baat hy...!<
+
Wo yakinan sune ga sadayen meri...!<
+
Kia tumhara khuda hy hamara nahin?...!<
+
<>Aye mere ham nasheen<>
+
Apne rukh se zulfain hata li'jiye...!<
+
Mera zouq-e-nazar azma li'jiye...!<
+
Aj ghar se chala hun main ye soch kar...!<
+
Yan to nazri nahi yan nazara nahi...!<
+

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya