TYPET BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Jab B Tanhayi Mai Boht Ghbrate Hai
¤
Tum Se Milne Ko Sar.e.Sham Sanwar Jate hai¤
¤
¤
Teri Rosvai K Dar Se Janaan¤
¤
Hum Tere Shehr Se Chop Chaap Guzar Jate Hai¤
¤
¤
Hasasiyat Ka Ye Aalam Hai Ab To¤
¤
Koi Phool B Mare To Bikhar Jate Hai¤
¤
¤
Chahe Jaane Ka Nasha Nahi Hai To Phir Kia Hai¤
¤
Koi Payar Se Bole B To Nikhar Jate Hai¤
¤
¤
Hum Ko Ye Dar Hai Na Kinare Toote¤
¤
Warna Wo Samndar Hai Jo Be.Khof Biphar jate Hai¤
¤
¤
Sarim G In K Dhoke Mai Har Giz Na Aaiye¤
¤
Do Bol Muhabt K Jo Dil Mai Utar Jate Hai ¤
¤
¤AND¤
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya