Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Monday 28 January 2013

Tu na kar nakhhuvat shabaab buhat BY DaaGh Dehelvi

='="="="="="="='=
PO@T
DaaGh Dehelvi
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Tu na kar nakhhuvat shabaab buhat...!<
+
Hum ne daikhey hain inqalaab buhat...!<
+
Shu'la ro sainkhron nazr Aaye...!<
+
Hain zameen par B Aaftab buhat...!<
+
Aayi kis ki nigha main shokhi?...!<
+
Hy zamaane ko iztarab buht...!<
+
Aaye jannat se phir na duniya mein...!<
+
Be'maza ho gaya sawab buhat...!<
+
Peer mai'khana K dua'gn hain...!<
+
Ye salamat rahy sharab buhat...!<
+
Hijar butt aur suhbat zahid...!<
+
Khuld main B to hain ghazab buhat...!<
+
Shaam hone to do chale jaana...!<
+
Hy abhi taiz Aaftab buhat...!<
+
Kuch samajh kar wo ho rahy khamosh...!<
+
Thay meri baat k jawaab buht...!<
+
Dil betaab khat main rakh dun main...!<
+
K chale nama'br shatab buhat...!<
+
Daikhye kab adum ko Jana ho...!<
+
Kar chalay '_'Daagh'_' paa tarab buhat...!<
+
==>END<==
KHAKI.G
01:22 pm
28/01/13

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya