Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Friday 25 January 2013

Utha do pardah dikha do chehra K Noor-e-Baari hijab mein hy

='="="="="="="='=
Kalaam Imam
Ahmed Raza Khan
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Utha do pardah dikha do chehra K Noor-e-Baari hijab mein hy...!<
+
Zamaana tarekh ho raha hy K mehr kab se naqab mein hy...!<
+
Nahi wo meethi Nigah-e-Waala khuda ki Rahmath hy jalwa farma...!<
+
Ghazab se un K Khuda bachaye Jalal-e-Baari itaab mein hy...!<
+
Jali jali boo se us ki paidaa hy sauzish-e-ishq-e-Chashm wala...!<
+
Kabab-e-Aahoo mein B na paya mazaa jo dil K kabab mein hy...!<
+
Unhi ki boo ma'ya-e-saman hy Un'hi ka jalwa chaman chaman hy...!<
+
Unhi se gulshan mahak rahe hy Unhi ki rangat ghulab mein hy...!<
+
Khare hy Munkar Nakir sar par na koi haami na koi yawar...!<
+
Bata do Aa kar mere Payambar K sakht mushkil jawab mein hy...!<
+
'*'
Khuda-e-Qah'haar hy ghazab par khule hy bad'kariyo K daftar...!<
+
Bachalo Aa kar Shafi-e-Mehshar tumhara banda azaab mein hy...!<
+
Karem aisa mila K jis k khule hy haath aur bhare khazane...!<
+
Bata'o ae mufliso K phir Q tumhara dil iztarab mein hy...!<
+
Kareem apne karam ka sadqa la'eem be'qadr ko na sharma...!<
+
Tu aur '__'Raza'__' se hisaab lena '__'Raza'__' B Koi hisaab main hy?...!<
+
<>Apni Dau main muj na'cheez ko be yaad rakhna<>
==>END<==
KHAKI.G
11:30 pm
Thr 24/01/13

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya