Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Wednesday 12 June 2013

Agar main bata doon main kya chahti hoon.

='="="="="="="='=
._.-._.*DAAR*._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Agar main bata doon main kya chahti hoon...!<
+
Nazron se apni gira to na do gay?...!<
+
Jo main chahati hoon wo tum B na chaho...!<
+
Mujhay koi kari si saza to na do gay?...!<
+
Main muhabbaton main jabar ki Qail nai hoon...!<
+
Dil laga kar mujh ko bhula to na do gay?...!<
+
Jo main bata doon mere man main kya hy?...!<
+
Tum jahan main tamasha bana to na do gay?...!<
+
Darti hoon tum se main raz-e-dil sunate...!<
+
Tum hansi men baat ura to na do gay?...!<
+
Agar main bata doon main kya chahti hoon?...!<
+
Wafaon K badlay Jufa to na do gay?...!<
+
Aur mujh se daman chhura to na lo gay...!<
+
Agar main bata doon main kya chahti hoon!...!<
+
Agar main bata doon main kya chahti hoon...!<
+
==>END<==
Khaki.G
ReTYP Date
12-06-13

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya