Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Thursday 31 January 2013

Ab kiya karinge khat ka mere baijh kar jawab

='="="="="="="='=
._.-._.JWAAB._.-._.
='="="="="="="='=
TEXT BY
IMRAN_KHAKI
='="="="="="="='=
'*'
Ab kiya karinge khat ka mere baijh kar jawab...!<
+
Yeha'n zindgi hy day chuki ay naama'bar jawab...!<
+
Ho izterab-e-shouq ko taskeen un se kia...!<
+
Jo shaam K swal ka dain Ta sahar Jwab...!<
+
Main aur sar nigou'n rhon yon intezar main...!<
+
Qasid gira chuka hy sar-e-rih guzar jawab...!<
+
Kuch arz-e-mudda'a ki kharabi na poochye...!<
+
Kihte hain dinge ghair se ham Poch kar jawab...!<
+
Mazmon-e-khat-e-yaar na Pocho k sharm se...!<
+
Darwazy hy pe phaink gya namabr jawab...!<
+
Wo Kocha aur bahisht, bhala Q K ho sake...!<
+
,Adam, K waqt ka Ye Purana se ghr jwab...!<
+
Ayen ge ya na ayen ge, do harf hain yahi...!<
+
Qasid ko dy chuko na kahin mukhtasar jwab...!<
+
Naaly B kainche, Aah b ki, roye B, magr...!<
+
Tere sitam ka ho na saka fitna gr jwab...!<
+
Qaasid K tukre kar chuky salik wo Khat k sath...!<
+
Ab raah kis ki, naama kahan ka, kidhr jwab...!<
+
==>END<==
KHAKI.G

No comments:

Post a Comment

apni kemati tajavez hum ko daty rahiya