Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Bad Gumani Nahi Achi Hoti
Ye Kahani Nahi Achi Hoti
Dukh Aksar Isi Mai Milte Hai
Rut Sohani Nahi Achi Hoti
Ishaq Ka Sadma Jaan Lewa Hai
Jaan Gawani Nahi Achi Hoti
Aayene Ne Jo Tha Dikhlaya
Itni Herani Nahi Achi Hoti
Aao Mil K Gale Ro Le
Itni Badgumani Nahi Achi Hoti
Aalwida Kehte Howe Ro Dena
Wakt.E.Rukhsat Ye Nishani Nahi Achi Hoti
Aao Khole Bhaid Mustakbil K
Mazi Ki Kahani Nahi Achi Hoti
Bikhri Zulfo Ko Ab To Suljao
Har Wakat Ki Pareshani Nahi Achi Hoti
Maan Buzorgo Ka Kehna Sarim
Ye Jawani Nahi Achi Hoti
And....!!!
TyPeNg DaTe
22/11/12
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya