Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Tere Sath Wo Bete Lamhe
Behti Nadya wo Gaate Jharne
Hawa Mai Lehrana Wo Anchal
Jhoorre K Phool Aur Khoshbo Sandal
Ik Dooje Ki Raahen Takna
Logo Ki Nazro Se Bachna
Meri Khatir Sajna Tera
Muj Ko Dekh K Hansna Tera
Chaand Pe Mere Naam Ka Likhna
Kitabo Mai Pegham Ka Likhna
Shook Se Mere Naaz Uthana
Mere Kallar Pe Phool Sajana
Bal Khana Aur Itrana Wo
Cherr K Muj Ko Chop Jana Wo
Ankho Se Wo Baate karna
Røoth K Muj Se Aahe Barna
Roz Lahoo Se Khat Likhna Dena
Mar Jane Ki Dhamki Dena
Ban K Qayamt Hijar Ka Ana
Tere Firaak Mai Rote Rehna
Zindgi Se Be Zari jana
Jeeti Bazi Hari Jana
Guzre Saal Ki Bate Sari
Dil Pe Lagaye
Zakham wo Kari
In zakhmo Ka Jawab Do Jana
Beete Saal Ka Hisab Do Jana
And....!!!
TyPnEg DaTe
11/11/12
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya