MERI CHOTI C IK KHOWAHISH
Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Chaand Taron Ki Aarzo Kab Hai
Aur Bahro Ki Aarzo Kab hai
Behte Jharno Se Muj Ko Kia Matlab
Aabsharo Ki Justju Kab Hai
Heere Moti Sadaf Lal-o-Gohar
Maah Paaron Ki Aarzo Kab Hai
Bas Choti C Ik Khowahish Hai
Apne Rab Se Yahi Farmaysh Hai
Teri Aankho Ki Chamak Lazwal Rahe
In ki Payari C Dhank Lazwal Rahe
Husan Tera Kabi Na Maand Parre
Dehr Ki Dhoop Tuj Ko Choo Na Sake
Tuj Pe Darpan Youn Hi Heran Rahe
Roop Tera Sada Jawan Rahe
Hijar Se Tuj Ko Wasta Na Parre
Wasal Hi wasal Ta Hayat Rahe
Surkh Honto Ki B Sabaat Mile
Tuj Ko Sarim Ki B Hayat Mile........=
And.......
TYPENG DATE
5/11/12
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya